Dhire Se Aaja Ri Ankhiya Me (Sad) Song Lyrics from the movie/album Albela released in the year 2018 starring Bhagwan, Geeta Bali. The song Dhire Se Aaja Ri Ankhiya Me (Sad) was sung by Lata Mangeshkar, Chitalkar Ramchandra. This movie/album was directed by Bhagwan. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Dhire Se Aaja Ri Ankhiya Me (Sad) Lyrics

??dhire Se Aaja Ri Ankhiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja
Chupke Se Nainan Ki Bagiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja

O Lekar Suhane Sapno Ki Kaliya
Sapno Ki Kaliya
Lekar Suhane Sapno Ki Kaliya
Aake Basa De Palkon Ki Galiya
Palko Ki Chhoti Si Galiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja
Dhire Se Aaja Ri Ankhiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja

O Jagti Hai Ankhiya Soti Hai Kismat
Jagti Hai Ankhiya Soti Hai Kismat
Dushman Garibo Ki
Hoti Hai Kismat
Soti Hai Kismat
Dam Bhar Garibo Ki Kutiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja
Dhire Se Aaja Ri Ankhiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja

Ho Ankhen To Sabki Hain Ek Jaisi
Ankhen To Sabki Hain Ek Jaisi
Jaisi Amiro Ki
Garibo Ki Waisi
Garibo Ki Waisi
Kismat Ke Maaru Ki Ankhiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja
Dhire Se Aaja Ri Ankhiyan Me
Nindiya Aaja Ri Aaja
Dhire Se Aaja
Dhire Se Aaja

Share your thoughts

Albela, Albela songs, Black and white songs, Lata mangeshkar, Singers : lata mangeshkar *c ramchandra * vibhavari*anand vinod, Music director : ramchandra c, C ramchandra-lata mangeshkar, C ramchandra, C. ramchandra, Chitalkar, Lata mangeshkar and rafi songs, Lata mangeshkar bhajans, Albela movie songs, Mangeshkar, Lata mangeshkar hits, Dheere se aaja ri ankhiyon with lyrics, Lata mangeshkar hit songs, Lata mangeshkar sad songs, Lata mangeshkar songs