Meri Mast Jawani Pe
Har Koi Madhhosh Hein
Peeke Jhoom Raha Hein
Koi Bin Peeye Behosh Hein
Apni Mast Jawani Se Mein Kar Dungi Deewana
Har Koi Mujhko Choona Chahe Har Koi Chahe Paana
Lekin Tujhme To Aisi Koi Baat Nahi Hein
Are Ja Ja Re Are Ja Re Chichore Yaar
Tera Mera Sath Nahi Hein
Are Ja Re Chichore Yaar Tera Mera Sath Nahi Hein
Tere Jaise Majnu Mere Dolte Aage Peeche
Kahe Mera Pakad Ke Lehanga Chore Tu To Kheeche
Mere Lehnge Ke Peeche Pura Riva Sahar
Niklu Mein Jidhar Se Mach Jaye Gadar
Lakho Aashiq Hein Meri Adaao Ke Sab
Dekhti Hoon Jise Jispe Jaaye Najar
Lekin Tujhme To Aisi Koi Baat Nahi Hein
Are Ja Ja Re Are Ja Re Chichore Yaar
Tera Mera Sath Nahi Hein
Are Ja Re Chichore Yaar Tera Mera Sath Nahi Hein
Ho Hum Jahaan Peete Hein Wo
Tehkhana Ban Jaata Hein
Jiska Jee Bhar Ke Didaar Kare
Wo Deewana Ban Jaata Hein
Apni Mast Jawani Tu Jo Humko Dikhalyegi
Kar Denge Kuch Aisa Waisa Phir Tu Pachtayegi
Lekin Tujhme To Aisi Koi Baat Nahi Hein
Are Ja Ja Re Are Ja Re Nachaniya Yaar
Tera Mera Sath Nahi Hein
Are Ja Re Nachaniya Yaar Tera Mera Sath Nahi Hein
Are Ja Re Are Ja Re Nachaniya Yaar
Tera Mera Sath Nahi Hein
Are Ja Re Nachaniya Yaar Tera Mera Sath Nahi Hein
Chichore Yaar Song Lyrics from the movie/album Kunwarapur released in the year 2024 starring Avinash Tiwari,Annapoorana Dwivedi. The song Chichore Yaar was sung by Annapoorana Dwivedi, Krishna Chaturvedi. This movie/album was directed by Rajendra Rathor. The music was given by Rajat Randhawa. The lyrics were Penned by Abhishek Rashik. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts