Chhota Sa Aadmi Hoon Song Lyrics from the movie/album Chhota Aadmi released in the year 2016 starring Naresh Kanodia, Komal Mahuakar. The song Chhota Sa Aadmi Hoon was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Krishnakant. The music was given by Mahesh Sharma, Naresh Sharma. The lyrics were Penned by Jainendra Jain. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chhota Sa Aadmi Hoon Lyrics

Masti Ki Ek Lahar Hoon
Sailab Nahin Hoon
Sada Sa Hakiqat Hoon
Main Khwab Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Masti Ki Ek Lahar Hoon
Sailab Nahin Hoon
Sada Sa Hakikat Hoon
Main Khwab Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon

Tinka Hawa Ke Sang Akash Mein Uda
Bola Main Ho Gaya Parwat Se Bhi Bada
Tinka Hawa Ke Sang Akash Mein Uda
Bola Main Ho Gaya Parwat Se Bhi Bada
Muskurayi Dharti Khilkhilake Nadi Has Padi
Mit Gaya Wahi Ke Jisne Baat Kabhi Ki Badi
Bijli Giri Tinka Jala Khak Hua Mit Gaya
Toba Re Meri Toba Zarra Hoon Jami Par Hoon
Aftab Nahin Hoon
Khus Hu Ki Main Jugnu Hoon
Mahtab Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon

Phool Jo Mali Ne
Ek Dal Se Khincha
Khilne Ka Maine Kaha
Ye Hain Natija
Phool Jo Mali Ne
Ek Dal Se Khincha
Khilne Ka Maine Kaha
Ye Hain Natija
Phool Hasa Jayada
Bola Ki Nadan Hain Tu
Marna To Hain Sabko
Jeene Ki Ada Jan Tu
Dewta Ke Sar Se
Mar Ke Bhi Aa Gaya Maja
Toba Re Meri Toba
Has Has Ke Khil Raha Hoon
Betab Nahin Hoon
Patthar Hoon Neev Ka
Mehrab Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon

Chote Se Ek Gaw Se Aya Hoon Main
Pyar Ka Khajana Laya Hoon Main
Chote Se Ek Gaw Se Aya Hoon Main
Pyar Ka Khajana Laya Hoon Main
Bolo Ye Khajana Main
Chupake Kidhar Jaunga
Apse Mila Hai Ap Hi Pe Luta Jaunga
Khali Hath Aana Hai Khali Hath Jana
Toba Re Meri Toba
Tarif Ke To Kabil Janab Nahin Hoon
Hakkad Hu Kalandar Hoon
Nawab Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon

Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon
Chhota Sa Admi Hoon
Amitabh Nahin Hoon.

Share your thoughts

Naresh and mahesh kanodia, Mahesh and naresh kanodia, Mahesh kumar naresh kumar, Mahesh kanodia komal nahta, Komal nahta mahesh kanodia, Komal nahta naresh kanodia, Komal nahta mahesh kumar and party, Komal nahta naresh kumar, Naresh kumar komal nahta, Pyarelal ji sharma, Ramesh kalawdiya ragni, Naresh, Padma rani movies, Chhota, Mahuakar, Komal nahta reviews, Komal nahta official, Maa ne dhara roop vikraal, Kanodia, Aadmi, Komal nahta, Ramesh ragni, Kumar, Komal