Chhaya Meri Umeed Ki Song Lyrics from the movie/album Chandni Raat released in the year 2020 starring Shyam, Naseem Banu. The song Chhaya Meri Umeed Ki was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by M. Ehsan. The music was given by Naushad Ali. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics

Chhaya Meri Umeed Ki
Duniya Mein Adhera
Ab Ye Kise Maloom Hai
Kab Hoga Savera
Chhaya Meri Umeed Ki
Duniya Mein Adhera
Ab Ye Kise Maloom Hai
Kab Hoga Saveraa

Kho Jaaye Na Mil Kar
Kahi Ulfat Ka Khazana
Kahi Ulfat Ka Khazana
Kho Jaaye Na Mil Kar
Kahi Ulfat Ka Khazana
Reh Jaaye Na Lut Kar Kahi
Aramaano Ka Deraa
Ab Ye Kise Maloom Hai
Kab Hoga Savera

Khilane Bhi Na Paayi
Abhi Kaliyaan Mere Dil Ki
Abhi Kaliyaan Mere Dil Ki
Khilane Bhi Na Paai
Abhi Kaliyaan Mere Dil Ki
Dil Tod Ke Gham Ne Kiya
Pehalu Mein Baseraa
Ab Ye Kise Maloom Hai
Kab Hoga Savera

Sunata Nahi Koi
Kise Main Jaa Ke Sunaun
Kise Main Jaa Ke Sunaun
Sunata Nahi Koi
Kise Main Jaa Ke Sunaun
Dukh-dard Mein Dubaa Hua
Afasana Hai Mera
Ab Ye Kise Maloom Hai
Kab Hoga Savera

Chhaya Meri Umeed Ki
Duniya Mein Adhera
Ab Ye Kise Maloom Hai
Kab Hoga Savera.

Share your thoughts

Shamshad begum, Volume 24 chhaya meri ummeed ki (from chandni raat''), Best of shamshad begum and talat, Chhaya meri ummeed k, Chhaya meri ummeed ki, Char diwari [1961] chhaya meri ummeed ki, Hits of shamshad begum nashad / nakhshab jaaravchi, Shamshad begum (musical artist), Shamshad begum classic bollywood scores, Naushad ali shamshad begum classic hindi soundtracks : chandni raat (1949), Chhaya, Ummeed, Chandni raat, Chandni raat [1949], Shamshad, Ishq mein lyrics