Buddha Kya Jawano Se Kam Hai Song Lyrics from the movie/album Dil Ki Baazi released in the year 2018 starring Akshay Kumar, Avinash Wadhavan. The song Buddha Kya Jawano Se Kam Hai was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Anil Ganguly. The music was given by Ram Laxman. The lyrics were Penned by Dev Kohli

Buddha Kya Jawano Se Kam Hai Lyrics

Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Kya Masti Hai Kya Takat Hai
Kya Furti Hai Kya Himmat Hai
Tuta Mera Sara Bharam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai

Dekho Mere Dil Me Kaisi Halchal Macha Di
Hui Mai Diwani Aisi Halat Bana Di
Dekho Mere Dil Me Kaisi Halchal Macha Di
Hui Mai Diwani Aisi Halat Bana Di
Samjhi Mai Pata Tha Ye To Bamb Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai

Buddha Hai Begana Par Ye Lagta Hai Apna
Sach Hai Ya Koi Maine Dekha Hai Sapna
Buddha Hai Begana Par Ye Lagta Hai Apna
Sach Hai Ya Koi Maine Dekha Hai Sapna
Kahne Me Mujhe Kya Sharam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai

Lagta Hai Ye Buddha Par Buddha Nahi Hai
Hai Ye Koi Aur Mere Dil Ko Yaki Hai
Lagta Hai Ye Buddha Par Buddha Nahi Hai
Hai Ye Koi Aur Mere Dil Ko Yaki Hai
Jaisa Bhi Hai Dil Ka Naram Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Kya Masti Hai Kya Takat Hai
Kya Furti Hai Kya Himmat Hai
Tuta Mera Sara Bharam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai
Buddha Kya Jawano Se Kam Hai
Haye Ram Buddhe Me Bada Dam Hai

Share your thoughts

Buddha kya jawano se kam hai, Buddha kya jawano se kam hai full song, Ram laxman songs, Dil ki baazi songs, Buddha kya jawano se kam hai (with jhankar beats), Dil ki baazi 1993 songs, Dil ki baazi movie song, Alka yagnik songs, Salman khan, Ram - laxman, Lyrics, Alka yagnik, Samay tu hai aani jaani, Alka yagnik song, Samay karade aani jaani, Haryanvi ragni haryana, Karampal sharma ki ragni, Karampal sharma hit ragni, Haryanvi ragni, Pandit lakhmichand ki hit ragni