Bin Tumhare Song Lyrics from the movie/album Yeh Rishta Kya Kehlata Hai released in the year 2017 starring Karan Mehra, Hina Khan. This movie/album was directed by Jai Kalra, Ram Pandey

Bin Tumhare Lyrics

Pyar Hai Tujhpe Aa Raha
Paas Aa Ab Na Door Jaa
Sun Jara Mujhko Tham Le
Dil Mera Bas Mein Na Raha

Khwahishon Ko Nayein Jaise Par Mil Gaye
Pyaar Ka Aasama Chhu Liya
Sath Rahna Mere Umar Bhar Ke Liye
Mujhe Hona Na Ik Pal Juda

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangtein Hai Yeh Dua Hum
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangtein Hai Yeh Dua Hum
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka

Zindagi Mein Nahi, Ab Koi Bhi Kami
Tum Mil Sab Mujhe Mil Gaya
Har Khushi Lab Pe Haan Muskurane Lagi
Raasta Ishq Ka Mil Gaya

Ik Pal Katta Nahi
Sach Kahoon Tere Bina Sab Adhoora Sa Lage
Raat Din Tere Bina, Aa Paas Aa
Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangtein Hai Yeh Dua Hum
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangtein Hai Yeh Dua Hum
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka..

Share your thoughts

Yeh rishta kya kehlata hai, Yeh rishta kya kehlata hai songs, Ye rishta kya kehlata hai, Bin tumhare song from yeh rishta kya kehlata hai, Dilon ko bandha tha humne - yeh rishta kya kehlata hai, Mehndi rachan lagi yeh rishta kya kehlata hai, Mehndi rachan lagi yeh rishta kya kehlata hai dance, Yeh rishta kya kehlata hai (award-winning work), Yeh rishta kya kehlata hai song, Mehndi song yeh rishta kya kehlata hai, Yeh rishta kya kehlata hai akshu