Bin Tumhare Song Lyrics from the movie/album Yeh Rishta Kya Kehlata Hai released in the year 2020 starring Karan Mehra, Hina Khan. This movie/album was directed by Romesh Kalra, Rishi Mandial, Ram Pandey. The music was given by Navin-Manish

Bin Tumhare Lyrics

Pyar Hai Tujhpe Aa Raha
Paas Aa Ab Na Door Jaa

Sun Zara Mujhko Tham Le
Dil Mera Bas Mein Na Raha

Khwahishon Ko Naye
Jaise Par Mil Gaye
Pyaar Ka Aasaman Chhu Liya
Sath Rehna Mere Umr Bhar Ke Liye
Mujh Se Hona Na Ik Pal Juda

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangte Hai Yeh Dua Yahin
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangte Hai Yeh Dua Yahin
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka

Zindagi Mein Nahi
Ab Koi Bhi Kami
Tum Mile
Sab Mujhe Mil Gaya

Har Khushi Lab Pe Haan
Muskurane Lagi
Rasta Ishq Ka Mil Gaya

Ik Pal Kat-ta Nahi
Sach Kahoon Tere Bina
Sab Adhoora Saa Lage
Raat Din Tere Bina
Aa Paas Aa

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangte Hai Dua Yahin
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka

Bin Tumhare Jee Na Paye
Mangte Hai Dua Yahin
Rishta Hai Yeh Bas Pyar Ka.

Share your thoughts

Yeh rishta kya kehlata hai, Yeh rishta kya kehlata hai songs, Bin tumhare song from yeh rishta kya kehlata hai, Yeh rishta kya kehlata hai new song, Yeh rishta kya kehlata hai song, Yeh rishta kya kehlata hai (award-winning work), Yeh rishta kya kehlata hai title songs, Yeh rishta kya kehlata hai song lyrics, Yeh rishta kya kehlata hai harmonium, Learn yeh rishta kya kehlata hai, Yeh rishta kya kehlata hai notes, Leap in yeh rishta kya kehlata hai, Ye rishta kya kehlata hai