Bhoot Aaya Song Lyrics from the movie/album F.A.L.T.U released in the year 2016 starring Arshad Warsi, Riteish Deshmukh. The song Bhoot Aaya was sung by Lehmber Hussainpuri. This movie/album was directed by Remo D'Souza. The music was given by Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Industries

Bhoot Aaya Lyrics

Jab Main Chhota Baccha Tha
Main Badi Sharaarat Karta Tha
Ab Jo Main Bada Ho Gaya Hun
Badi Sharaarat Karta Hoon
Jab Main Chhota Baccha Tha
Har Cheez Ke Paise Deta Tha
Ab Jo Main Bada Ho Gaya Har
Cheez Ke Paise Leta Hoon

Jab Main Chhota Baccha Tha
Main Twinkle Twinkle Karta Tha
Ab Jo Main Bada Ho Gaya Bas
Twinkle Twinkle Karta Hoon
Jab Main Chhota Baccha Tha
Main Superman Pe Marta Tha
Ab Jo Main Bada Ho Gaya
Bas Supergirl Pe Marta Hoon
Leke Yeh Shaitaniyaan
Jaate Hain Hum Jahaan
Darr Ke Awaaze Gaati Hain
Bas Wahaan Bhaago Bhaago
Bhoot Aaya Hayo Mere Rabba
Bhoot Aaya

Jab Main Chhota Baccha Tha
Cartoon Watching Karta Tha
Ab Jo Main Bada Ho Gaya Bas
Bird Watching Karta Hoon
Jab Main Chhota Baccha Tha
Galti Karne Se Darta Tha
Ab Jo Main Bada Ho Gaya
Bas Galti Karna Chahta Hoon
Leke Yeh Shaitaniyaan
Jaate Hain Hum Jahaan
Darr Ke Awaaze Gaati Hain
Bas Wahaan Bhaago Bhaago
Bhoot Aaya Hayo Mere Rabba
Bhoot Aaya

Ho Badey Bajurg Aur Sabhi
Siyaane Keh Ke Gaye Hain Sab
Kal Kare So Aaj Kar
Aur Aaj Kare So Abh
Abh Jaake Hame Samajh
Mein Aaya Inn Sabka Matlab
Iss Umar Mein Yeh Sab
Nahin Kiya Toh Aur
Karenge Kab Kab Kab

Kya Main Jhooth Boleya Koi Na
Ke Main Kuffar Toleya Koi Na
Kya Main Jhooth Boleya Koi Na
Ke Main Kuffar Toleya Koi Na
Leke Yeh Shaitaniyaan Jaate Hain
Hum Jahaan Darr Ke Awaaze
Bhoot Aaya Hayo Mere Rabba
Hayo Mere Rabba Hayo Mere Rabba
Hayo Mere Rabba Hayo Mere Rabba
Hayo Mere Rabba Hayo Mere Rabba
Hayo Mere Rabba Hayo Mere Rabba.

Share your thoughts

Sachin sanghvi and jigar saraiya, Lehmber hussanpuri, Riteish deshmukh, Sachin sanghvi, Jigar saraiya, Sachin jigar, Arshad warsi, Lyric video, Bhoot, Jigar, Vertical lyric video, Lyrics, Lyric guru, Sanghvi, Sachin, Sachin-jigar, Ranveer singh, F.a.l.t.u (original motion picture soundtrack), Ranvir singh dance, Tusshar kapoor movies, Sony music entertainment, Gulshan singh, Chaar bhaj gaye ho, Gulshan singh dance, Minissha lamba, Neeraj shridhar