Betab Hai Dil Darde Muhabbat Key Asar Se Song Lyrics from the movie/album Dard (1947). The song Betab Hai Dil Darde Muhabbat Key Asar Se was sung by Suraiya, Uma Devi. The music was given by Naushad

Betab Hai Dil Darde Muhabbat Key Asar Se Lyrics

Betab Hai Dil
Betab Hai Dil Darde Muhabbat Key Asar Se
Jis Din Se Meraa Chand Chhupa Meree Najar Se
Betab Hai Dil

(Soyee Huyee Kismat Ko Meree Aake Jaga Ja
Aaja Meree Duniya Me Jara Laut Key Aaja) – (2)
Aankho Ko Hai Ummid -2 Teree Reh Gujar Se
Jis Din Se Meraa Chand Chhupa Meree Najar Se
Betab Hai Dil

(Yeh Kaun Mere Dil Meree Aankho Me Samaya
Yeh Kiskee Nigaho Ne Mujhe Apna Banaya) – (2)
Begana Huyee -2 Jatee Hu Duniya Kee Kabar Se
Takra Gayee Yeh Kis Kee Najar Meree Najar Se
Betab Hai Dil

(Dam Bhar Ko Teree Yad Se, Gafil Nahee Rehtee
Jo Dil Peh Gujaratee Hai, Juban Se Nahee Kehtee) – (2)
Fariyad Bhee -2 Hotee Nahee Rusuvai Key Dar Se
Jis Din Se Meraa Chand Chhupa Meree Najar Se
Betab Hai Dil

(Ik Mauj Hai Ik Rag Hai Ik Rang Hai Jee Me
Hanstee Hu Kushee Men, Gatee Hu Kushee Me) – (2)
Uttha Hai Yeh Tufan -2 Kuda Jane Kidhar Se
Takra Gayee Yeh Kiskee Najar Meree Najar Se

Share your thoughts

Betaab hai dil dard-e-mohabbat, Mohabbat badhakar juda ho gaye, Naushad, Suraiya, Yeh mausam aur yeh tanhaii zara, Shankar mahadevan, Main dil mein dard basa laii, Ya rabba, Tara ri aara ri aara ri yeh, Mann leta hai angdai jeevan, Ghabra ghabra ke ham jo sar ko, Ya rabba song, Tu mera chand main teri chandni, Lata mangeshkar, Jo ham sar ko :mahal, Eruch tarapore sheelanaik, Dard e dil, Dil dhadke aankh mori phadke chale, Rajkumari, Ayisha takia