Beimani Se Song Lyrics from the movie/album Gone Kesh released in the year 2020 starring Alisha, Deepika Amin. The song Beimani Se was sung by Mahalakshmi Iyer. This movie/album was directed by Qasim Khallow. The music was given by Bishakh Jyoti. The lyrics were Penned by Majaal. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Beimani Se Lyrics

Beimani Se, Manmaani Se
Hasil Kiya Dil Aasani Se
Begaani Si Kahani Mein
Daakhil Hua Dil Aasani Se

Girti Mehar Thehar Ke Pesani Se
Mushka Rahi Nazar Ye Naadani Se
Koi Puch Le Agar Ye Deewani Se
Deewangi Hai Kya ? Kuch Toh Bata

Beimani Se, Manmaani Se
Agni Hokar Mangni Ho Gayi Paani Se
Begaani Si Kahani Mein
Lo Chali, Ho Chali Sapno Ki Surili Sada

Beimani Se, Manmaani Se
Hasil Kiya Dil Aasani Se

Beimani Se Tune Sahil Pe Roka
Bana Lahro Ka Jhonka Choo Gaya

Beimani Se Tune Sahil Pe Roka
Bana Lahro Ka Jhonka Choo Gaya
Meri Rooh Jahan Tak Gayi, Tu Gaya
Meri Rooh Jahan Tak Gayi, Tu Gaya

In Rooho Ki Rumaani Se
Agni Hokar Mangni Ho Gayi Paani Se
Begaani Si Kahani Mein
Lo Chali, Ho Chali Sapno Ki Surili Sada

Beimani Se, Manmaani Se
Hasil Kiya Dil Aasani Se

Beimani Se Koi Waada Na Karna
Thoda Ruk Ke Gujarna, Saathiyan

Beimani Se Koi Waada Na Karna
Thoda Ruk Ke Gujarna, Saathiyan
Teri Har Khamoshi Pe Maine Haan Kiya
Teri Har Khamoshi Pe Maine Haan Kiya

Khud Se Miloon Hairaani Se
Agni Hokar Mangni Ho Gayi Paani Se
Begaani Si Kahani Mein
Lo Chali, Ho Chali Sapno Ki Surili Sada

Beimani Se, Manmaani Se
Hasil Kiya Dil Aasani Se
Begaani Si Kahani Mein
Daakhil Hua Dil Aasani Se.

Share your thoughts

Mahalakshmi iyer, Beimani se gone kesh, Beimani se, Mahalakshmi iyer hindi songs, Deepika amin, Mahalakshmi iyer songs, Beimani se mahalaxmi iyer, Beimani se hindi song, Beimani se song, Beiimani se, Beimaani se, Beimanee se, Kavita krishnamoorthy superhti songs, Harish khanna, Trimala adhikari, Hindi romantic songs, Romantic hindi songs, Nuskha tarana gone kesh, Gone kesh movie shemaroo, 15th annual new york indian film festival, 90's romantic hindi songs