Banaa Ke Meraa Muqaddar, Kyaa Yun Hi Ruth Ke Song Lyrics from the movie/album Door ki Awaaz released in the year 2019 starring Joy Mukherjee, Saira Banu. The song Banaa Ke Meraa Muqaddar, Kyaa Yun Hi Ruth Ke was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by D Devendra Goel. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni

Banaa Ke Meraa Muqaddar, Kyaa Yun Hi Ruth Ke Lyrics

Banaa Ke Mera Mukaddar Bigadne Vaale
Jawaab De O Mera Ghar Ujaadne Vaale

Kyaa Yun Hi Ruth Ke Jaane Ko Mohabbat Ki Thi
Kyaa Yun Hi Ruth Ke Jaane Ko Mohabbat Ki Thi
Zindagi Meri Mitane Ko Mohabbat Ki Thi
Kyaa Yun Hi Ruth Ke Jaane Ko Mohabbat Ki Thi

Aankh Me Khwaab Lab Pe Kahaani Teri
Aankh Me Khwaab Lab Pe Kahaani Teri
Mujhko Tadapaati Hai Din-raat Nishaani Teri
Kyaa Mujhe Tune Rulaane Ko Mohabbat Ki Thi
Zindagi Meri Mitane Ko Mohabbat Ki Thi
Kyaa Yun Hi Ruth Ke Jaane Ko Mohabbat Ki Thi

O Mujhe Bhulne Vaale Tu Kaha Hai Aajaa
O Mujhe Bhulne Vaale Tu Kaha Hai Aajaa
Kyaa Hui Mujhse Khataa Ye To Zaraa Batlaa Jaa
Yaa Ye Kah De Ke Dikhaane Ko Mohabbat Ki Thi
Zindagi Meri Mitane Ko Mohabbat Ki Thi
Kyaa Yun Hi Ruth Ke Jaane Ko Mohabbat Ki Thi
Kyaa Yun Hi Ruth Ke Jaane Ko Mohabbat Ki Thi

Share your thoughts

Mohammed rafi, Mohammad rafi hit songs, Mohammad rafi, Muqaddar aajamaanaa chaahataa hoon, Saza pyaar ki, Door ki awaz 1964 songs, Pukarta chala hoon main lyrics, Yahan ke hum sikandar karaoke with lyrics, Shashi kapoor mohammed rafi songs, Kya hua tera wada lyrics, Pukarta chala hoon main mohammed rafi, Mohammed rafi pukarta chala hoon main, Chand mera dil chandni ho tum with lyrics, Gata rahe mera dil with lyrics, Saza pyar ki maut se kam nahin hai