Bambai Ka Yeh Babu Song Lyrics from the movie/album Hum Sab Ustad Hain released in the year 2016 starring Ameeta, Kishore Kumar. The song Bambai Ka Yeh Babu was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Maruti Rao. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Asad Bhopali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Bambai Ka Yeh Babu Lyrics

Hay Re Hay Kya Kiya Jay
Aiso Se Toh Ram Bachaye
Bambai Ke Yeh Babu
Dil Lene Dene Aaye
Ki Inse Ram Bachaye Han
Inse Ram Bachaye
Inse Toh Ram Bachaye
Bambai Ke Yeh Babu
Dil Lene Dene Aaye Ki
Inse Ram Bachaye
Jara Inse Bach Ke Rahna
Badnami Ho Naa Jaye
Ki Inse Ram Bachaye Han
Inse Ram Bachaye
Inse Toh Ram Bachaye

Rup Ke Yeh Rasiya Aaye
Hain Apne Ganv Me
Rahane Ko Julfo Ki Chhanv Me
Rup Ke Yeh Rasiya Aaye
Hain Apne Ganv Me
Rahane Ko Julfo Ki Chhanv Me
Ban Than Ke Roj Yeh Aaye
Kabhi Pyar Ke Gane Gaye
Dil Ko Sambhale Kaise
Koyi Jab Pichhe Hi Pad Jaye
Ki Inse Ram Bachaye Ha
Inse Ram Bachaye
Inse Toh Ram Bachaye
Bambai Ke Yeh Babu
Dil Lene Dene Aaye
Ki Inse Ram Bachaye

Tank Jhank Karna Inka Toh
Pahla Kam Hai Aiso
Ko Dur Se Salam Hai
Tank Jhank Karna Inka Toh
Pahla Kam Hai Aiso
Ko Dur Se Salam Hai
Chhup Chhup Ke Dore
Dale Chale Ulati Sidhi Chale
Ghur Ke Jab Yeh Dekhe
Chhuri Si Dil Par Chal Chal Jaye
Ki Inse Ram Bachaye Ha
Inse Ram Bachaye
Inse Toh Ram Bachaye
Bambai Ke Yeh Babu
Dil Lene Dene Aaye Ki
Inse Ram Bachaye

Aitbar Inka Karna Naa Kabhi Bhul
Ke Kante Milenge Badle Phul Ke
Aitbar Inka Karna Naa Kabhi Bhul
Ke Kante Milenge Badle Phul Ke
Bante Hain Dekho Kaise
Ki Ho Bhole Bhale Jaise
Aag Lagaye Dil Me Kisi
Ko Khabar Naa Hone Paye
Ki Inse Ram Bachaye Ha
Inse Ram Bachaye
Inse Toh Ram Bachaye
Bambai Ke Yeh Babu
Dil Lene Dene Aaye
Ki Inse Ram Bachaye Ha
Inse Ram Bachaye
Inse Toh Ram Bachaye.

Share your thoughts

Laxmikant shantaram kudalkar, Pyarelal ramprasad sharma, Laxmikant pyarelal, Kishor kumar, A tribute to kishore kumar, Kishore kumar songs, Kishore kumar, Pyar bante chalo lyrics in hindi, Kishore songs, Sujit kumar, Pyar bante chalo song, Duniya mein rehna hai to, Abhi bhattacharya, Rajesh khanna, Haathi mere saathi, Madan puri, Hindi songs, Mehmood junior, Tanuja, Mp3 music, K. n. singh, Hindi music, Hindi film songs, David, Music, Film songs, 4 august 1929