Bachpan Se Akelaa Song Lyrics from the movie/album Dil Toh Hai Deewana released in the year 2018. The song Bachpan Se Akelaa was sung by Sonu Nigam. The music was given by Bhushan Dua

Bachpan Se Akelaa Lyrics

Bachpan Se Akela Main
Akela Hu
Bachpan Se Akela Main
Akela Hu
Zindagi Mein Aisa Kya Hua
Main Rutha Bhi Nahi
Hansa Bhi Nahi
Jinda Hu Magar Zindagi Nahi
Zindagi Nahi
Bachpan Se Akela Main
Akela Hu

Manzil Ke Raaste Mein Ik Sahara Mila Tha
Aasha Aur Umeed Ka Ek Sapna Dekha Tha
O Manzil Ke Raaste Mein Ik Sahara Mila Tha
Aasha Aur Umeed Ka Ek Sapna Dekha Tha
Tut Gaya Sapna
Chala Gaya Apna
Tut Gaya Sapna
Chala Gaya Apna
Phir Bhi Jinda Hu Main
Zindagi Nahi
Zindagi Nahi
Bachpan Se Akela Main
Akela Hu

Patthar Ki Duniya Se Mujhe Kya Mila Hain
Mere Naseeb Mein Ab Na Jaane Kya Likha Hain
O Patthar Ki Duniya Se Mujhe Kya Mila Hain
Mere Naseeb Mein Ab Na Jaane Kya Likha Hain
Tut Gaya Sapna
Chala Gaya Apna
Tut Gaya Sapna
Chala Gaya Apna
Phir Bhi Jinda Hu Main
Zindagi Nahi
Zindagi Nahi
Bachpan Se Akela Main
Akela Hu

Share your thoughts

Sonu nigam, Bachpan se akela, Dil to hai deewana, Yamla pagla deewana phir se song, Armaan malik bol do na zara lyrics, Bol do na zara armaan malik lyrics, Yeh jawani hai deewani trailer, \yeh jawani hai deewani songs\, Yamla pagla deewana phir se rafta rafta aankh meri ladi hai, Bhushan dua, Yamla pagla deewana phir se rafta rafta, Bachpan movie song, Bol do na zara lyrics, Armaan malik lyrics, Bachpan movie, Bachpan movie 1963, Bachpan movie hindi