Apni Ulfat Pe Zamaane Song Lyrics from the movie/album Sasural released in the year 2016 starring Rajendra Kumar, B. Saroja Devi. The song Apni Ulfat Pe Zamaane was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by T Prakash Rao. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Apni Ulfat Pe Zamaane Lyrics

Apni Ulfat Pe Zamaane
Ka Na Pehra Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota
Pyaar Ki Raat Ka Koi
Na Savera Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota
Apni Ulfat Pe Zamaane
Ka Na Pehra Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota

Paas Rehkar Bhi Bahut
Door Bahut Door Rahe
Ek Bandhan Mein Bandhe
Phir Bhi To Hum Door Rahe
Paas Rehkar Bhi Bahut
Door Bahut Door Rahe
Ek Bandhan Mein Bandhe
Phir Bhi To Hum Door Rahe
Meri Raahon Mein Na
Uljhan Ka Andhera Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota
Pyaar Ki Raat Ka Koi
Na Savera Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota

Dil Miley Aankh Mili
Pyaar Na Milne Paaye
Baaghbaan Kehta Hai Do
Phool Na Khilne Paayen
Dil Miley Aankh Mili
Pyaar Na Milne Paaye
Baaghbaan Kehta Hai Do
Phool Na Khilne Paayen
Apni Manzil Ko Jo
Kaanton Ne Na Ghera Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota
Apni Ulfat Pe Zamaane
Ka Na Pehra Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota

Ajab Sulagti Huyi
Lakdiyaan Hain Jagwaale
Mile To Aag Ugalte
Kate To Dhoonwa Karen
Ajab Sulagti Huyi
Lakdiyaan Hai Jagwaale
Mile To Aag Ugalte Kate
To Dhoonwa Karen
Apni Duniya Mein Bhi Sukh
Chain Ka Phera Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota
Apni Ulfat Pe Zamaane
Ka Na Pehra Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota
Pyaar Ki Raat Ka Koi
Na Savera Hota
To Kitna Achha Hota
To Kitna Achha Hota.

Share your thoughts

Mukesh chand mathur, Apni ulfat pe zamane ka na pehra hota karaoke, Apni ulfat pe zamane ka na pehra hota, Apni ulfat pe zamaane, Rajendra kumar, Lata mangeshkar, Sasural movie songs, Mukesh, Sasural 1961 songs, Mukesh songs, K n singh, Shashikala, Old classic hindi songs, Ye shahar badaa alabelaa, Best hindi song, Gaane sune ansune, 90s hit hindi songs, Evergreen hindi song, B.saroja devi, Romantic songs, Popular hindi song, Popular hindi songs, Black and white songs