Apna Pata Bata De Piya Mere Sath Aaja Song Lyrics from the movie/album Shagufa released in the year 2018 starring Premnath, Beena Roy. The song Apna Pata Bata De Piya Mere Sath Aaja was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by H S Rawail. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Apna Pata Bata De Piya Mere Sath Aaja Lyrics

Bahar Aayi Magar Is Dil Ki Virani Nahi Jati
Chala Aa Khak Virano Ki Ab Chhani Nahi Jati
Kasam Teri Tere Gum Me Ye Halat Ho Gayi Meri
Ke Surat Maut Se Bhi Ab To Pahchani Nahi Jati

Apna Pata Bata De Ya Mere Paas Aaja
Dil Hai Udas Aaja Dil Hai Udas Aaja
Dam Ruk Gaya Labo Par Aawaz Aakhiri Hai
Mehman Koi Dum Ki Majbur Jindagi Hai
Le De Ke Rah Rahi Hai Marne Ki Aas Aaja
Dil Hai Udash Aaja
Dil Hai Udash Aaja
Apna Pata Bata De Ya Mere Paas Aaja
Dil Hai Udash Aaja
Dil Hai Udash Aaja

Rukne Lagi Hai Nabje Tharra Rahi Hai Aankhe
Muh Fer Kar Jaha Se Ab Ja Rahi Hai Aankhe
Hotho Pe Ilteza Hai Bas Ek Baar Aaja
Dil Hai Udash Aaja
Dil Hai Udash Aaja
Apna Pata Bata De Ya Mere Paas Aaja
Dil Hai Udash Aaja
Dil Hai Udash Aaja

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Shri hanuman janam katha by vipin sachdeva, Hanuman janam katha, Hanuman ji janam katha, Hanuman ji ki janam katha, Shri hanuman katha, 50 rare songs of lata mangeshkar and c ramchandra, Hanuman katha in hindi full, Are ja re hat natkhat with lyrics, Hanuman janm katha, Shagufa, Hanuman katha, Atak atak jhatpat panghat par chatak matak ik naar naveli, Hanuman ji ki katha, Baje re muraliya baje lata mangeshkar, Mangeshkar