Apna Banakar Tumne Song Lyrics from the movie/album Ghunghat released in the year 2016 starring Leela Mishra. The song Apna Banakar Tumne was sung by Mohammed Rafi, Nirmala Devi. The music was given by Shankar Rao Vyas. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta. The music rights for song purely belongs to Columbia Records

Apna Banakar Tumne Lyrics

Naino Se Mad Madira Pilakar
Naino Se Mad Madira Pilakar
Tumne Haye Tumne
Hame Mastana Kiya
Apna Banakar Tumne
Hamko Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne
Hamko Duniya Se Begana Kiya

Ye Prem Hai Kya Jakar Pucho
Koi Sama Ke Us Deewane Se
Koi Sama Ke Us Deewane Se
Jalne Mein Maza Aata Hai Kya
Pucho Koi Parwane Se
Jalne Mein Maza Aata Hai Kya
Pucho Koi Parwane Se
Hamne To Aadesh Pe Uske
Dil Apna Nazrana Kiya
Dil Apna Nazrana Kiya
Apna Banakar Tumne Hamko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Hamko
Duniya Se Begana Kiya

Dilwalo Hardum Haste Haste
Dil Ka Sauda Karte Hai
Ha Dil Ka Sauda Karte Hai
Anjaam Ki Kya Parwah Unko
Wo Nahi Maut Se Darte Hai
Anjaam Ki Kya Parwah Unko
Wo Nahi Maut Se Darte Hai
Humne Bhi Kisi Dilbar Ke Dil Se
Aao Suna Ada Na Kiya
Aao Suna Ada Na Kiya
Apna Banakar Tumne Hamko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Hamko
Duniya Se Begana Kiya

Kya Aan Nayi Kya Shaan Nayi
Kya Aan Nayi Kya Shaan Nayi
Kya Ada Nirali Bato Ki
Kya Ada Nirali Bato Ki
Nas Nas Mein Bijli Daud Gayi
Ye Harkat Hai In Hatho Ki
Nas Nas Mein Bijli Daud Gayi
Ye Harkat Hai In Hatho Ki
Hum Kaap Rahe Ab Tak Dekho
Hum Kaap Rahe Ab Tak Dekho
Itna Hamko Hairan Kiya
Itna Hamko Hairan Kiya
Apna Banakar Tumne
Ha Ha Tumne Na Na Tumne
Apna Banakar Tumne Hamko
Duniya Se Begana Kiya
Apna Banakar Tumne Hamko
Duniya Se Begana Kiya.

Share your thoughts

Ghunghat, Seema mishra song, Seema mishra, Shankar rao vyas ramesh gupta, Bahaut mayus hokar mohammad rafi film ghoonghat (1946), Veena music rajasthan, Shankar, Veena music, Shankar-jaikishan songs, Lata mukesh romantic songs, Tum roothi raho main manata rahun, Lata mangeshkar songs, Hits of shankar-jaikishan, Best of shankar-jaikishan, Sabyachar mela live, Bharatiya janata party, Hasrat jaipuri songs, Vyjayanthimala songs, Best of vyjayanthimala songs, Mangeshkar