Akkad Bakkad Bombay Bo Song Lyrics from the movie/album King Uncle released in the year 2016 starring Jackie Shroff, Shahrukh Khan. The song Akkad Bakkad Bombay Bo was sung by Alka Yagnik, Sudesh Bhonsle. This movie/album was directed by Rakesh Roshan. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Javed Akhtar. The music rights for song purely belongs to Venus

Akkad Bakkad Bombay Bo Lyrics

Akkad Bakkad Bambay Bo
Ena Mena Mo
Akkad Bakkad Bam Bam Bam…bloody

Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo
Rang Be Rangi Duniya Ke
Rango Mein Rango
Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo
Rang Be Rangi Duniya Ke
Rango Mein Rango

Khoob Haso, Pyaar Karo
Roothe Na Raho
Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo

Na Apni Koi Parwa
Na Koi Hai Khayal
Janab Ne Banaya
Hai Yeh Kya Apna Haal

Zara Saj Ke
Zara Ban Ke
Sikhlado Chal Dhal
Kya Jane, Kitno Ke
Dil Hoge Bekaraar

Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo
Rang Be Rangi Duniya Ke
Rango Me Rango
Khoob Haso, Pyaar Karo
Roothe Na Raho
Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo
Ena Mena Mo
Ena Mena Mo
Haaa

Hain Yeh Haseen Adaien
To Aisi Kyun Hai Chal
Hai Raag Surr Mein Lekin
Milti Nahi Hai Taal
Hain Yeh Haseen Adaien
To Aisi Kyun Hai Chal
Hai Raag Surr Mein Lekin
Milti Nahi Hai Taal

Zara Suniye
Zara Suniye
Sundarta Ka Yeh Raaz
Chal Ne Ke
Gir Ne Ke
Bhi Hote Hai Andaaz

Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo
Rang Be Rangi Duniya Ke
Rango Mein Rango
Khoob Haso, Pyaar Karo
Roothe Na Raho
Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo

Yeh Maine Kab Sochata
Hai Kaisa Mera Haal
Tum Zindagi Mein Ayein
To Aya Yeh Khayal
Yeh Maine Kab Sochata
Hai Kaisa Mera Haal
Tum Zindagi Mein Ayein
To Aya Yeh Khayal

Main Sabse Rootha Tha
Khud Se Tha Begaan
Jo Tumko Chaha To
Khudse Hua Pyaar

Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo
Rang Be Rangi Duniya Ke
Rango Mein Rango
Khoob Haso, Pyaar Karo
Roothe Na Raho
Akkad Bakkad Bambey Bo
Ena Mena Mo.

Share your thoughts

Akkad bakkad bombay bo, Jackie shroff, Rajesh roshan, Akkad bakkad bombay bo (with jhankar beats), Shahrukh khan, Sudesh bhosle, King uncle, King uncle (original motion picture soundtrack), Alka yagnik, Bakkad, Akkad, Ek doosre se karte hai pyar hum lyrics, Is jahan ki nahi hai, King uncle (with jhankar beats) (original motion picture soundtrack), Nitin mukesh, Bombay, Hum rahe na rahe yahan par, Ek doosre se karte hai pyar hum amitabh bachchan song