Akela Hu Mai Iss Jahaan Me Song Lyrics from the movie/album Neela Aasman (Unreleased) released in the year 2018. The song Akela Hu Mai Iss Jahaan Me was sung by Kishore Kumar

Akela Hu Mai Iss Jahaan Me Lyrics

Akela Hu Main Is Jahaan Me
Akeli Meri Daastaan
Naa Manjil Koi Naa Sathi Koi
Jaane Kya Ye Nila Aasmaan
Kya Khabar Kya Pata
Ja Raha Hu Main Kahaan

Meri Raat Ka Ek Saathi
Yahi Chaand Ka Karvaan
Chalu To Chale
Ruko To Ruke
Jaane Kya Ye Nila Aasmaan
Kya Khabar Kya Pata
Ja Raha Hu Main Kahaan

Meraa Hamsafar Meraa Saaya
Meraa Meherbaan Rajdaan
Na Iska Koi Na Meraa Koi
Jaane Naa Ye Nila Aasmaan
Kya Khabar Kya Pata
Ja Raha Hu Main Kahaan

Ye Dariya Ye Mauje Ye Saahil
Ye Chhalki Huyi Mastiyaa
Hain Aati Najar
Kuchh Kami Si Magar
Jaane Kya Ye Nila Aasmaan
Kya Khabar Kya Patah Ja Raha Huin Main Kahan

Akela Hu Main Is Jahaan Me
Akeli Meri Daastaan
Naa Manjil Koi Naa Sathi Koi
Jaane Kya Ye Nila Aasmaan
Kya Khabar Kya Pata
Ja Raha Hu Main Kahaan
Ja Raha Hu Main Kahaan
Ja Raha Hu Main Kahaan

Share your thoughts

Kishore kumar, Neela aasmaan, Kishore kumar songs, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar mere naseeb mein ae dost lyrics, Kishore kumar song, Neela asman, Kishore kumar classics, Neela aasman, Films aasman & maa (unreleased) music chitragupta, Mere naseeb mein ae dost kishore kumar, Kishore kumar mere naseeb mein ae dost, Yeh sham mastani kishore kumar, Kishore kumar (musical artist), A tribute to kishore kumar