Ae Malihabad Ke Rangin Gulistan Alvida Song Lyrics from the movie/album Kahkashan 2 (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Ae Malihabad Ke Rangin Gulistan Alvida was sung by Jagjit Singh

Ae Malihabad Ke Rangin Gulistan Alvida Lyrics

Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida
Alivida Ae Sar Jamine
Subahe Khanda Alvida
Alvida Ae Kiss Wari
Shero Shabista Alvida
Alvida Ae Jalwa Gahe
Husne Jana Alvida

Tere Ghar Se Ek Jinda
Lash Uth Jane Ko Hai
Aa Gale Mil Le Ke
Aawaze Jaras Aane Ko Hai
Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida

Haay Kya Kya Nimte
Mujhko Mili Thi Bebahar
Ye Khamoshi
Ye Khule Maidan
Ye Thandi Hawa
Ware Ja Waksh Gushta
Haay Ye Rangin Fiza
Marke Bhi Na Inko Bhulega
Dile Dar Dashna

Mast Koyal Jab Dakkan Ki
Wadiyo Me Gaaegi
Ye Subab Chaav Babulo Ki
Bahut Yaad Aaegi
Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida

Kal Se Kaun Is Baag Ko
Rang Banane Aaega
Kaun Phulo Ki Hansi Par
Muskurane Aaega
Kaun Is Sabji Ko
Sote Se Jagane Aaega
Kaun In Paudho Ko
Sine Se Lagane Aaega
Kaun Jagega Kamal Ke
Naaz Uthane Ke Liye
Chandani Raato Ko
Daano Par Sulane Ke Liye
Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida

Aam Ke Baago Me Jab
Barsat Hogi Kur Kharosh
Meri Furkat Me Lahu Royegi
Chashme May Farosh
Ras Ki Bunde Jab Uda Dengi
Guliastano Ke Hosh
Punje Rangine Pukarengi Hawae Josh Josh
Sun Ke Mera Nam
Mausam Gum Jada Ho Jayega
Ek Mahsar Sa Gulishta Me
Bafa Ho Jaega
Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida

Aa Gale Mil Le Khuda Hafiz
Gulistane Watan
Ae Amani Ganj Ke Maidan
Ae Jane Watan
Alvida Ae Lala Jarukh
Sun Gulistane Watan
Asslam Ae Sohabate Rangine Yarane Watan
Hashar Tak Rahne Na Dena
Tum Gagan Ki Khak Me
Dafan Karna Apne Shayar Ko
Watan Ki Khak Me
Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida
Ae Malihabad Ke Rangi Gulsita Alvida
Alvida Alvida Alvida

Share your thoughts

Jagjit singh, Kahkashan, Malihabad, Malihabadi, Singh, Jagjit, Josh malihabadi, Gulistan, Alwida, Harivanshrai 'bachchan' (lyricist), Aansoo bahana yaad hai hasrat mohani, Josh maliha abadi, Jigar moradabadi (musical artist), Nida fazli (lyricist), Urdu best shayari recitation, Ali sardar jafri, Kahnkasha--kya, Gulab khandelwal, Cores-lyrics-josh, Ghalib, Kavita, Mahakavi, Pakistan, Madhushala, Zinda-vinod, Hasrat mohani, Sita karmacharya, Sunita karmacharya