Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad Song Lyrics from the movie/album Shreeman Aashique (1993). The song Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad was sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. The music was given by Nadeem-Shravan

Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad Lyrics

Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad

Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad – (2)
Kuchh Nahi Chaahu Duniya Mein Tere Baad – (2)
Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad
Kuchh Nahi Chaahu Duniya Mein Tere Baad

Agar Mujhe Tera Pyaar Mila, Tera Pyaar Mila
Agar Tera Deedaar Mila, Deedaar Mila
Samujhungi Saara Jahaan Mil Gaya Hai
Jamin Mil Gayi Aasmaan Mil Gaya Hai – (2)

Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Teri Yeh Fariyaad – (2)
Kuchh Nahi Chaahu Duniya Mein Tere Baad – (2)

Wafa Bhara Paigaam Likhu, Paigaam Likhu
Aa Jindagi Tere Naam Likhu, Tere Naam Likhu
Sab Kuchh Luta Du Raahon Mein Teri
Jina Hai Mujhako Baahon Mein Teri – (2)

Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Meri Yeh Fariyaad – (2)
Kuchh Nahi Chaahu Duniya Mein Tere Baad – (2)
Aasmaan Tak Ja Pahunchegi Teri Yeh Fariyaad
Kuchh Nahi Chaahu Duniya Mein Tere Baad – (5)

Share your thoughts

Aasman tak ja pahuchegi, Kumar sanu sadhana sargam songs, Sadhana sargam, Sadhana sargam songs, Shreemaan aashique 1993 songs, Shreemaan aashique songs, Kumar sanu sadhana sargam shrimaan aashiqui. mayatech fun, Aasman tak ja pahuchegi meri ye fariyaad dj song, Aasman tak jaa pahuchegi teri ye fariyad, Kumar sanu sadhana sargam hit songs, Aasman tak ja pahuchegi kumar sanu & sadhana sargam hindi songs. zee music, Aasman tak ja pahuchegi with lyrics