Aashiq Banaya Aapne Song Lyrics from the movie/album Aashiq Banaya Aapne. The song Aashiq Banaya Aapne was sung by Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal

Aashiq Banaya Aapne Lyrics

O O…
(Aashiq Banaya – 3 Aapne ) – 2
(Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Teri Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein) – 2
Tere Bin

(Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye) – 2
Tere Bin

(Meri Nigaaho Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Paagal Samaa Hain ) – 2
(Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu ) -2
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara
(Aashiq Banaya – 3 Aapne ) – 2

(Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Hamko Mila Hain ) – 2
(Betaabiyo Ne Hamko Chur Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain ) – 2
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
Tere Bin Duri Ghat Ti Nahi Hain
(Aashiq Banaya – 3 Aapne ) – 2

Share your thoughts

Aashiq banaya aapne, Aashiq banaya apne, Hate strory song aashiq banaya aapne, Himesh reshammiya songs, Aashiq banaya aapne song, Aashique banaya apne love song, Himesh reshammiya, Ashique banaya apne sexy song, Aashiq banaya aapne song lyrics, Aashiq banaya aapne remix, Aashiq banaya aapne title song, Himesh reshammiya aashik banaya aapne, Shreya ghoshal, Himesh reshamiya, Aashiq banaya aapne | hate story iv cover, Himesh reshammiya aashiq banaya