Aankhein Song Lyrics from the movie/album Sawaal released in the year 2014. The song Aankhein was sung by Aaroh (Band). The music was given by Aaroh (Band). The lyrics were Penned by Aaroh (Band)

Aankhein Lyrics

Jab Say Aayi Ho Jeevan Main
Har Pal Ek Khwaab Lagta Hai
Yeh Aasman Chhoo Loon Ga Mein
Jaanay Kyun Aisa Lagta Hai

Yeh Haseen Aankhein Tairi
Yeh Jhuki Jhuki Si Palkein Yeh Saadgi
Jab Say Dilmain Samaayi Ho
Har Soo Tumheen Dikhaayi Do
Yeh Taaray Tod Laaoon Main
Jaanay Kyun Aisa Lagta Hai

Yeh Samaa Phir Ho Kahan
Yeh Fiza Yeh Din Aur Pal Yeh Daastan

Meri Aankhon Main Daikho
Main Tumhara Ho Gaya
Mairay Jeevan Ka Har Pal
Bas Tumahra Ho Gaya

Yeh Ibtida Hai Lekin
Mujh Ko Hai Yeh Yakin
Koyi Rok Naa Paayega
Ud Jaayaein Hum Kahin.

Share your thoughts

Aankhein khuli ho ya ho band, Aankhen khuli ho ya ho band, Aankhein khuli ho ya ho band cover, Aankhein khuli ho ya ho band | lyric & translation, Aankhein band karke lyrics, Aankhein khuli, Aankhein band karke lyrics abhi dutt, Aankhein khuli lyrics, Aankhen band karke lyrics, Aankhen band karke karaoke with lyrics, Aankhein khuli ho ya band, Aankhein khuli ho ya ho band remix, Aankhein khuli ho ya ho band full song, Aankhein band karke song