Aakhri Khat Hain Mera Song Lyrics from the movie/album Ghazal Usne Chhedi released in the year 2016 starring Chandan Dass. The song Aakhri Khat Hain Mera was sung by Chandan Dass. The music was given by Chandan Dass. The lyrics were Penned by Ibrahim Ashq. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Aakhri Khat Hain Mera Lyrics

Phir Mere Dil Pe Kisi
Dard Ne Karvat Li Hain
Phir Teri Yaad Ke
Mausam Ki Ghata Chhayi Hain
Phir Tere Naam Koi Khat
Mujhe Likhana Hoga
Tera Sadbaat Sawale Tera Hain

Aakhri Khat Hain Mera
Jise Pe Hain Naam Tera
Aaj Ke Baad Koi
Khat Likhunga Tujh Ko
Aakhri Khat Hain Mera
Jise Pe Hain Naam Tera
Aaj Ke Baad Koi
Khat Likhunga Tujh Ko
Aakhri Khat Hain Mera

Bhul Jaaunga Tujhe
Ye To Nahi Keh Sakta
Dil Pe Chalta Hain Kahan
Zor Mohabbat Karke
Phir Bhi Iss Baat Ki Leta Hoon
Kasam Aye Humdam
Main Na Tadpaaunga
Tujhko Na Kabhi Nafrat Karke
Bewafa Tu Hain Kabhi
Main Na Kahunga Tujhko
Aaj Ke Baad Koi
Khat Likhunga Tujhko
Aakhri Khat Hain Mera

Yaad Bhi Beete Huye
Lamhon Ki Satayegi Agar
Aap Apne Se Kahin
Door Nikal Jaaunga
Iss Paan Agar
Tujhse Mulakat Huyi
Ajnabi Banke
Teri Raah Se Chala Jaaunga
Dil To Chahega Par
Aawaz Na Dunga Tujhko
Aaj Ke Baad Koi
Khat Likhunga Tujhko
Aakhri Khat Hai Mera

Ye Tera Seher Ye Galiyan
Dar Deewar Ye Ghar
Ye Tute Huye Khaabon Ki
Yahi Jaanat Hain
Kal Ye Sab Chhod Ke
Jaana Hain Bahot Door Mujhe
Jis Jagaah Door Hain
Sehra Hain Meri Kismat Mein
Yaad Mat Karna Mujheo
Ab Na Milunga Na Tujhko
Aaj Ke Baad Koi
Khat Likhunga Tujhko
Aakhri Khat Hain Mera

Aakhri Khat Hain Mera
Jise Pe Hain Naam Tera
Aaj Ke Baad Koi
Khat Likhunga Tujh Ko
Aakhri Khat Hain Mera.

Share your thoughts

Chandan dass, Chandan das ghazals, Chandan das ghazals live, Chandan dass songs, Chandan das tamanna, Chandan, Chandan das live, Chandan das, Ghazal by chandan dass, Chandan dass ghazals, Chandan das ghazals tamanna, Best ghazal of chandan das, Chandan das gazal, Best gazals by chandan das, Chandan dass tamanna, Ghazal, Chandan dass hits, Aajke baad koi khat na likhunga tujhko - chandan dass, Chandan das hits, Kahin chand raah mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi