Aaja Sawariya Song Lyrics from the movie/album Meethi Romance released in the year 2013. The song Aaja Sawariya was sung by Partha Sakhadas Kabi. The music was given by Miten Chhadva. The lyrics were Penned by Bhupen Chhadva. The music rights for song purely belongs to Laughing Buddha

Aaja Sawariya Lyrics

Aaja Sawariya
Aaja Sawariya
Tere Bin Tadpe Jiya
Tere Bin Tadpe Jiya
Sawan Barse Naina Tarse
Sawan Barse Naina Tarse
Tujhko Pukare Piya Piya
Aaja Sawariya
Aaja Sawariya
Tere Bin Tadpe Jiya
Tere Bin Tadpe Jiya

Wada Tha Tera
Aayega Ek Din
Wada Tha Tera
Aayega Ek Din
Pyar Barsayega
Har Pal Har Din
Pyar Barsayega
Har Pal Har Din
Piya Mohe Piya Mohe
Piya Mohe Piya Mohe
Na Tarsa Na Tadpa
Aaja Sawariya
Aaja Sawariya
Tere Bin Tadpe Jiya
Tere Bin Tadpe Jiya
Aaja Sawariya

Suna Yeh Angana
Pyasi Hai Raina
Suna Yeh Angana
Pyasi Hai Raina
Teri Hi Yaado Ne
Chhina Hai Chaina
Teri Hi Yaado Ne
Chhina Hai Chaina
Roye Jiya Roye Jiya
Roye Jiya Roye Jiya
Na Tu Sata Na Tu Rula
Aaja Sawariya
Aaja Sawariya
Tere Bin Tadpe Jiya
Tere Bin Tadpe Jiya
Sawan Barse Naina Tarse
Sawan Barse Naina Tarse
Tujhko Pukare Piya Piya.

Share your thoughts

No Keywords