Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Song Lyrics from the movie/album Kaala Aadmi released in the year 2015 starring Sunil Dutt, Saira Banu. The song Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). This movie/album was directed by Ramesh Lakhanpal. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Verma Malik. The music rights for song purely belongs to Saregama

Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Lyrics

Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman

Hum Kitne Nadan The
Na Tujhsa Jana Na Tu Jana
Patthar Ke Dhokhe Me Rahi
Hire Ko Na Pehchana
Hum Kitne Nadan The
Na Tujhsa Jana Na Tu Jana
Patthar Ke Dhokhe Me Rahi
Hire Ko Na Pehchana
Ye To Dil Ko Dil Ke Har Arman Se
Ye To Dil Ko Dil Ke Har Arman Se
Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai

Aandhi Me Vishvas Ka Dipak
Humne Jalte Dekh Liya
Aandhi Me Vishvas Ka Dipak
Humne Jalte Dekh Liya
Pyar Ki Shabnam Se Humne
Patthar Ko Pighalte Dekh Liya
Hume Ye Kala Aadmi Oo Ho
Hume Ye Kala Aadmi
Insan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai

Kal Tak Humko Khabar Nahi Thi
Kya Hai Dharam Aur Kya Imaan
Kal Tak Mere Man Ke Andar
Jag Raha Thi Ek Saitan
Aj Koi Ye Humse Puchhe
Ishwar Ki Hai Kya Pehchan
Leke Tera Naam Kahe Hum
Shayad Aisa Ho Bhagwan
Kabhi Kabhi Insan To
Khud Bhagwan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman
Jaan Se Pyara Lagta Hai
Jaan To Kya Hai Ye Kaafir
Imaan Se Pyara Lagta Hai.

Share your thoughts

No Keywords