Aaine Me Ek Chand See Surat Najar Aayee Song Lyrics from the movie/album Elaan (1947). The song Aaine Me Ek Chand See Surat Najar Aayee was sung by Amirbai Karnataki, Surendra Nath. The music was given by Naushad

Aaine Me Ek Chand See Surat Najar Aayee Lyrics

Aaine Me Ek Chand See Surat Najar Aayee – (2)
(Sau Bar Huyee Jis Pe Fida Saree Khudayee
Ho Surat Najar Aayee) – (2)

(Aankho Me Tamannao Ka Aabad Jamana
Har Bat Kuchh Aisee Ke Mohabbat Ka Fasana) – (2)
Phulo Ne Najakat Tere Ruksar Se Payee
Ho Surat Najar Aayee
Aaine Me Ek Chand See Surat Najar Aayee

(Dhalka Huwa Aanchal Ho Kayamat Kee Adaye
Deta Hai Meraa Dil Tujhe Reh Rehake Duvaye) – (2)
Aa Husn Salamat Rahe Aabad Rahe Tu – (2)
Tu Hai Toh Tere Dam Se Hai Aabad Khudayee – (2)
O Surat Najar Aayee
Aaine Me Ek Chand See Surat Najar Aayee

Share your thoughts

Surendra, Surendra elan aaine mein ek chand si surat, Naushad, Aaine mein ek chand see surat, Singer: amirbai karnataki, Amirbai karnataki, Aaine men ek chaand, Bhanwara (1944) meri aankhon mein bas gaya koi re, Aaine, Aayee ajal ai jindagee, Surendra nath, Surendra hamari aankhon se dil, Surendra nath songs, Barsaat ki raat (1960), Surat, Music director: naushad ali, Banati nazar aati nahin, Surendra hindi songs, Pyaar bhare gaane, Vol. 18: barsaat (1949)