() Balma (Thumri) Song Lyrics released in the year 2021. The song () Balma (Thumri) was sung by Javed Bashir. The music was given by Kamran Akhtar. The lyrics were Penned by Javed Bashir. The music rights for song purely belongs to Sufiscore

() Balma (Thumri) Lyrics

Zindagi ke liye
Ab aur toh kya rakha hai
Ik teri yaad ko, ik teri yaad ko
Seene se laga rakha hai

Saajna maahiya sohneya balma
Saajna maahiya sohneya balma

Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma
Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma
Rowat hai mohre nain
Tohri yaad aaye piya re

Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma
Rowat hai mohre nain
Tohri yaad aaye piya re

Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma

Beete naa hi ik pal kaise bitaun
Tohre bin saiyaan main to chain na paaun
Beete naa hi ik pal kaise bitaun
Tohre bin saiyaan main to chain naa paaun

Tu laut ke aa balma
Na yun tadpa balma
Birha sataye din rain
Jiya nahi jaye piya re

Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma

Saajna maahiya sohneya balma
Saajna maahiya sohneya balma

Rowat hai mohre nain
Tohri yaad aaye piya re
Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma

Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat

Teri surat se nahi milti
Kisi ki surat
Hum jahaan mein
Teri tasveer liye firte hai

Tu daras dikha balma
Tu mohre ghar aa balma
Tu daras dikha balma
Tu mohre ghar aa balma

Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma
Na yun tarsa balma
Tu mohre ghar aa balma.

Javed bashir, Javed bashir live, Javed bashir song, Javed bashir coke studio, Javed bashir in india, Javed bashir balma, Javed bashir songs, Javed bashir new song, Javed bashir aaj ibaadat, Sufi song by javed bashir, Hum news : javed bashir thumri, Javed bashir qawal, Javed bashir pepsi, Javed bashir ka gaana, Javed bashir sahib teri bandi, Sufiscore javed bashir, Javed bashir ye tune kia kia, Balma, Lyrics, Ustad bashir ahmed, Balma song, Junaid bashir