Pal Bhar Men Ye Kya Ho Gayaa, Vo Main Gayi Vo Man Gayaa Song Lyrics from the movie/album Swami released in the year 2019 starring Vikram, Shabana Azmi. The song Pal Bhar Men Ye Kya Ho Gayaa, Vo Main Gayi Vo Man Gayaa was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Basu Chatterjee. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Amit Khanna

Pal Bhar Men Ye Kya Ho Gayaa, Vo Main Gayi Vo Man Gayaa Lyrics

Pal Bhar Me Ye Kya Ho Gaya
Vo Mai Gayi Vo Man Gaya
Chunari Kahe Sun Ri Pavan
Savan Laaya Ab Ke Sajan
Din Bhar Mujhe Yu Sataye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye
Pal Bhar Me Ye Kya Ho Gaya
Vo Mai Gayi Vo Man Gaya
Chunari Kahe Sun Ri Pavan
Savan Laaya Ab Ke Sajan
Din Bhar Mujhe Yu Sataye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye

Aasha Ki Chhoti Si Naiya
Leke Chali Puravaiya
Dole Dole Jhumaka Bole
Chupke Se Ye Bhed Khole
Aa Jaayega
Aa Jaayega Pyaar Se Tum Bulana
Pal Bhar Me Ye Kya Ho Gaya
Vo Mai Gayi Vo Man Gaya
Chunari Kahe Sun Ri Pavan
Savan Laaya Ab Ke Sajan
Din Bhar Mujhe Yu Sataye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye

Aai Bahaare Simatke
Kahne Lagi Vo Lipatke
Chori Chori Chalo Gori
Thaame Hue Baiya Mori
Mil Jaayega
Mil Jaayega Tumko Vahi Divana
Pal Bhar Me Ye Kya Ho Gaya
Vo Mai Gayi Vo Man Gaya
Chunari Kahe Sun Ri Pavan
Savan Laaya Ab Ke Sajan
Din Bhar Mujhe Yu Sataye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye
Tum Bin Ab To Raha Nahi Jaaye

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Rajesh roshan, Wadiyan mera daman lyrics lata mangeshkar, Lata mangeshkar, Mangeshkar, Hrithik roshan, Lata mangeshkar ke gane, Sp balasubramaniam lata mangeshkar, Lata mangeshkar hits, Wadiyan mera daman lyrics english, Lata mangeshkar old songs, Lata mangeshkar sad songs, Wadiyan mera daman lyrics hindi, Wadiyan mera daman karaoke with lyrics, Aaj din chadheya full song lyrics, Wadiyan mera daman lyrics female