Baharo Ne Kiye Sajde Phoolo Ne Sar Jhukaya Hai Song Lyrics from the movie/album Bombay By Night released in the year 2018 starring Sanjeev Kumar, Kum Kum. The song Baharo Ne Kiye Sajde Phoolo Ne Sar Jhukaya Hai was sung by Mukesh. This movie/album was directed by A Shamsheer. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Upendra

Baharo Ne Kiye Sajde Phoolo Ne Sar Jhukaya Hai Lyrics

Baharo Ne Kiye Sajde Phulo Ne Sar Jhukaya Hai
Baharo Ne Kiye Sajde Phulo Ne Sar Jhukaya Hai
Badi Fursat Se Malik Ne Hansi Tumko Bnaya Hai
Baharo Ne Kiye Sajde

Tere Galo Ki Surkhi Ko Churane Ko Gulab Aaye
Tera Nazuk Badan Jiski Bala Lene Shabab Aaye
Wo Gore Hath Jisme Sangemarmar Ki Saphedi Hai
Ghata Sawan Ki Zulfo Me Teri Aaram Karti Hai
Hasina O Hasina Hasina O Hasina
Baharo Ne Kiye Sajde Phulo Ne Sar Jhukaya Hai
Badi Fursat Se Malik Ne Hansi Tumko Bnaya Hai
Baharo Ne Kiye Sajde

Tera Chehara Zami Ka Chand Bankar Jagmgaya Hai
Magar Kyu Chandani Ko Apne Ghunghat Me Chhupaya Hai
Wo Aankhe Aisi Hai Jaise Gazal Ke Pahle Do Misre
Teri Masumiyat Par Baithe Hai Andaz Ke Pehare
Hasina O Hasina Hasina O Hasina
Baharo Ne Kiye Sajde Phulo Ne Sar Jhukaya Hai
Badi Fursat Se Malik Ne Hansi Tumko Bnaya Hai
Baharo Ne Kiye Sajde

Pharisto Ki Bhi Tauba Tod De Ye Teri Angdayi
Teri Katil Jawani Ban Gayi Phulo Ki Ruswai
Wo Teri Chal Jiska Khud Kayamat Bhi Pata Puchhe
Teri Katil Adaye Bhaye Jisko Kab Khuda Puchhe
Hasina O Hasina Hasina O Hasina
Baharo Ne Kiye Sajde Phulo Ne Sar Jhukaya Hai
Baharo Ne Kiye Sajde Phulo Ne Sar Jhukaya Hai
Badi Fursat Se Malik Ne Hansi Tumko Bnaya Hai
Baharo Ne Kiye Sajde

Share your thoughts

Mukesh, Baharon ne kiye sajde, Baharon, Qureshi1, Iqbal quereshi, Meri duniya ko baharon se sajaya, Meri duniya ko baharon se sajaya tumne, Sajde, Iqbal, Bombay by nite, Mukesh at his best.., Baharon ne kiye, Mukesh karaoke, Scrolling lyrics, Night, Jhukaya, Baharon ne jise chheda hai, Mukesh hits, Legendary mukesh, Bombay, Lyrics, Phoolon, Mukesh era songs, Tragedy king mukesh, Mighty, Iqbalqureshi1, Parde, Chorus dil aur patthar hai yehi to zameen aasman