Yaad Na Aana Song Lyrics released in the year 2021 starring Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh. The song Yaad Na Aana was sung by Yash Narvekar, Akasa Singh. The music was given by Yash Narvekar. The lyrics were Penned by Yash Narvekar. The music rights for song purely belongs to Sony Music India

Yaad Na Aana Lyrics

Tere Bina Kabhi
Shaame Bhi Ho Meri
Ye Socha Na Tha

Tanhai Se Meri
Yun Hogi Dosti
Ye Socha Na Tha

Ke Aise Hi Zindagi
Kat Jaane De Tu Meri
Na Mile Na Sahi
Tujhse Doori Meri
Lagti Hai Mujhko Sahi
Baat Ye Maanle Tu Meri

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana

Tum Bhi Kabhi To
Kuch Der Hi Par
Yaad Karke Mujhko
Sochte Jarur Honge

Darmiyan Hamare
Galtiyan Thi Kitni
Ginte Ginte Raate
Kaat Te Jarur Honge

Jaane Do Jo Hua
Mil Jayega Phir Koi
Yun Gujar Jayegi Zindagi
Tujhse Doori Meri
Lagti Hai Mujhko Sahi
Baate Ye Maanle Tu Meri

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana

Ke Yaad Na Aana Tu Kabhi
Na Aana Tu Kabhi
Yaad Na Aana.

Share your thoughts

Akasa singh, Yash narvekar, Akasa singh song, Yaad na aana lyrics, Akasa singh & yash narvekar on yaad na aana, Akasa singh & yash narvekar, Akasa, Akasa singh & yash narvekar real-life break-ups, Akasa songs, Yaad na aana yash narvekar, Yaad na aana akasa, Yash narvekar interview, Yaad na aana cover song (yash narvekar, Yash narvekar songs, Akasa hindi songs, Yaad na aana yash narvekar and akasa song whatsapp status, Akasa singh songs