Muchho Mai Akad Ke Taao Bhare
Jab Mojadiya Mein Paav Dhare
Jab Paav Dhare
Aaye Haye Najuk Si Maoom Ki Murat Say
Bada Pathhar Dil Bartao Karey
Pathhar Dil Bartao Kare Bartao Karey
Uyi Amma Haye Haye Mai To Mar Gayi
Uyi Amma Mai To Toott Ke Vikhar Gayi
Uyi Amma Uyi Amma Uyi Amma
Uyi Amma Chhui Mui Se Hirniya
Uyi Amma Kale Bhediyon Se Dar Gayi
Uyi Amma Uyi Amma Uyi Amma
Paav Jiyaa Pen Dhar Gayi Ray
Saans Mai Sandal Bhar Gayi Ray
Qatal Krey Upar Se Bole Mar Gayi Re
Uske Ghar Mai Dacoit Ke
Shak Se Dacoiti Kar Gayi Re
Qatal Kare Upar Se Bole Mar Gayi Re
Oye Chhamiya Oh Re Julamiya
Chhamiya Oh Re Julamiya
Chhori Ko Ghar Se Utthaye Ke
Zabardasti Na Nachaye Ke
Bada Hi Aasan Hai Piya
Aankhen Sekkna Haay
Kasam Tujhe Jaan Ki Meri Ohh Ohh
Kahay Kiy Mardangi Teri Haye Haye
Aaya Na Aurat Ka Dil Lagad Chhoo Ke Dekhna
Udti Chidiya Ke Par Gin Ke
Berahami Se Pakda Kare
Kyu Itni Berahami Se Pakdav Kare
Uyi Amma Haye Haye Mai To Mar Gayi
Uyi Amma Mai To Toot Ke Bikhar Gayi
Uyi Amma Uyi Amma Uyi Amma
Uyi Amma Chhui Mui Se Hirniya
Uyi Amma Kale Bhediyon Se Dar Gayi
Uyi Amma Uyi Amma Uyi Amma
Uyi Amma Uyi Amma
Uyi Uyi Uyi Uyi Amma Uyi Amma
Uyi Amma Song Lyrics from the movie/album Azaad 2025 released in the year 2025 starring Ajay Devgn, Diana Penty. The song Uyi Amma was sung by Madhubanti Bagchi. This movie/album was directed by Abhishek Kapoor. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Amitabh Bhattacharya. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts