TUU JO MILA (TITLE) LYRICS | TUU JO MILA | REEM SHAIKH, AMAN RAJPUT | YASSER DESAI | ANJANA ANKUR SINGH

Singer - Yasser Desai

Tuu Jo Mila (Title) Song Lyrics from the movie/album Tuu Jo Mila released in the year [2019] starring Reem Shaikh, Aman Rajput. The song Tuu Jo Mila (Title) was sung by Yasser Desai. This movie/album was directed by Paresh. The music was given by Anjana Ankur Singh. The lyrics were Penned by Sunidhi Gaur. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company

Dere naa..
Dere naa…

Goonje ye jiya
Main hoon teri dhun mein
Tune kya kiya
Chhote se pal mein

Goonje ye jiya
Main hun teri dhun mein
Tune kya kiya
Chhote se pal mein

Din kya hai..?
Jaagoon main raaton ko
Raaton ko shabnam si tu hai gire

Sochu band
Kar loon hatheli ko
Kholu to oss si tu hai dikhe

Meri hasratein deti hai duaa
Khawahishon ki hoti hai subah
Aawargi ko basera mila
Tuu jo mila
Tuu jo mila..

Meri hasratein deti hai duaa
Khawahishon ki hoti hai subah
Aawargi ko basera mila
Tuu jo mila
Tuu jo mila..aa..o..

Din mera yu besabr
Na hosh hai na ye khabar
Yeh sargoshi chhaayi kyun hai
Inn galiyon mein laayi tu hai

Ye raatein kehti hai
Doori kyun inko mita de
Khaamoshi kehti hai
Tujhko baahon mein bhar lunga main

Meri hasratei deti hai duaa
Khawahishon ki hoti hai subah
Aawargi ko basera mila
Tuu jo mila
Tuu jo mila..

Meri hasratein deti hai duaa
Khawahishon ki hoti hai subah
Aawargi ko basera mila
Tuu jo mila
Tuu jo mila..aa..umm…


Back to Blog | Tuu Jo Mila (Title) Lyrics