Taron Ki Ankhon Ka Tara Tu Lyrics | Phoolon Ki Sej | Lata Mangeshkar | Adi Narayana Rao

Taron Ki Ankhon Ka Tara Tu Lyrics | Phoolon Ki Sej | Lata Mangeshkar | Adi Narayana Rao

Taro ki aankho ka tara tu chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu tu hai taswir pyar ki
Tu hans mukh taswir pyar ki dil khoya tujhko paya
Tu hai taswir pyar ki dil khoya tujhko paya
Tu hai nishani yade sunhani aa meri godi me aa
Taro ki aankho ka tara tu chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu taro ki aankho ka tara tu

Nachu lahrake jhum ke mai pane gudde ko chum ke
Khushi mere dil ki na pucho nachu lahrake jhum ke
Khushi mere dil ki na pucho lelu balaye de du duaye
Maa ka tu hi asra taro ki aankho ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu taro ki aankho ka tara tu

Movie Phoolon Ki Sej
Singer Lata Mangeshkar
Director Inder Raj Anand
Music Composer Adi Narayana Rao
Lyricist Hasrat Jaipuri
Star Cast Ashok Kumar, Vyjayantimala, Manoj Kumar, Nirupa Roy, Mehmood, Kanhaiya Lal, Shobha Khote, Mukri, Lalita Pawar, Anjali Devi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *