Taro Ki Palki Me Aayi Jawani Lyrics | Chor Bazar | Shamshad Begum | Sardar Malik

Taro Ki Palki Me Aayi Jawani Lyrics | Chor Bazar | Shamshad Begum | Sardar Malik

Taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani
Aayi jawani hui duniya deewani
Aayi jawani hui duniya deewani
Duniya deewani ho duniya deewani
Taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani

Aankho mein kajal bharke kajal bharke
Julfo mein baadal bharke baadal bharke
Masti mein khoi khoi kahde jara bhi koi
Masti mein khoi khoi kahde jara bhi koi kimat le angdaai
Aayi jawani hui duniya deewani
Aayi jawani hui duniya deewani
Duniya deewani ho duniya deewani
Taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani

Phulo ne daaman chuma daaman chuma
Hontho ke nagme gaayi kaisi kayamat aayi
Hontho ke nagme gaayi kaisi kayamat aayi
Dil mein baji sahnai
Aayi jawani hui duniya deewani
Aayi jawani hui duniya deewani
Duniya deewani ho duniya deewani
Taaro ki paalki mein aayi jawani ho aayi jawani

MovieChor Bazar
SingerShamshad Begum
DirectorP N Arora
Music ComposerSardar Malik
LyricistShakeel Badayuni
Star CastShammi Kapoor, Suchitra, Chitra, Sumitra Devi, Om Prakash, Amar, Cuckoo, Ram Avtar, Jagdish Kamal, Mohammed Khan, S M Abbas, Parshuram

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *