Shama Ne Jalaaya Ho Lyrics | Dil Ke Jharoke Main | Kumar Sanu

Shama Ne Jalaaya Ho Lyrics | Dil Ke Jharoke Main | Kumar Sanu

Shama ne jalaaya ho jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta reh gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta reh gaya hai zamana

Muqqadar ne aisa shama bhi dikhaya
Ke kasid ne paigham ulta sunaya

Muqqadar ne aisa shama bhi dikhaya
Ke kasid ne paigham ulta sunaya
Ye nagma bhi kya chhed baitha hoon main
Sunao koi pyar ka sadiyana
Ye nagma bhi kya chhed baitha hoon main
Sunao koi pyar ka sadiyana

Shama ne jalaaya ho jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta reh gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta reh gaya hai zamana

O maalik ye insaf kaisa hai tera
Kisi ko ujala kisi ko andhera
O maalik ye insaf kaisa hai tera
Kisi ko ujala kisi ko andhera
Tarsta hai koi hasi ke liye
Mila hai kisi ko khoosi ka khazana
Tarsta hai koi hasi ke liye
Mila hai kisi ko khoosi ka khazana

Shama ne jalaaya ho jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Shama ne jalaaya ho jab aasiyana
Hawao pe ilzaam phir kyun lagana
Hamdam hi ban jaaye jab tera dushman
Logo phir gairo se kis liye ulzan
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta reh gaya hai zamana
Aise apno ne loota hai aksar
Dekhta reh gaya hai zamana.

MovieDil Ke Jharoke Main
SingerKumar Sanu
DirectorAshim Bhattacharya
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastVikas Bhalla, Manisha Koirala, Mamik, Satish Kaushik, Kiran Kumar, Kulbhushan Kharbanda
LabelVenus Records & Tapes

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *