Tu Toh Kehta Hai
ki Main Ret Ki Tarah Bikhar Gaya (x2)
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya (x2)
Utar Gaya..
Woh Udata Raha Aur Main Bhi Udta Rahaan (x2)
Kaat Di Dor Berehm Ne Ke Jab Main Shikhar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya (x2)
Tum Ruko Aaya Ye Kehke Nikle Tha Woh (x2)
Main Usi Waqt Usi Mod Par Sanam Tehar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Baad Dango Ke Uthata Tha Woh Lashon Ko (x2)
Woh Bechara Kal Raat Dange Mein Mar Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Utar Gaya..
Maan Ne Yunhi Uchala Tha Khat Hawaon Mein (x2)
Na Jaane Kaise Beraham Teri Chhat Pe Gir Gaya
Uska Kya Hua Jo Samundar Mein Utar Gaya
Utar Gaya..
Samundar Song Lyrics from the movie/album Samundar released in the year 2017. The song Samundar was sung by Babbu Maan. The music was given by Babbu Maan. The lyrics were Penned by Babbu Maan
Share your thoughts