Kabhi Kaali Ratiyaa
Kabhi Din Suhaane
Qismat Ki Baate To
Qismat Hi Jaane
O Beta Ji O Beta Ji
Are O Baabu Ji Qismat Ki Hawa
Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naramnaram
Kabhi Garamgaram
Kabhi Naramgaram
Naramgaram O Beta Ji
Qismat Ki Hawa
Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naramnaram
Kabhi Garamgaram
Kabhi Naramgaram
Naramgaram O Beta Ji
Bade Akad Se Beta Nikale
Ghar Se Actor Hone
Vaah Ri Qismat Vaah Ri Qismat
Qismat Me The Likhe Baratan Dhone
Are Bhai Likhe Baratan Dhone
O Beta Ji Jeene Kaa Mazaa
Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naramnaram
Kabhi Garamgaram
Kabhi Naramgaram
Naramgaram O Beta Ji
Are O Baabu Ji
Qismat Ki Hawa
Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naramnaram
Kabhi Garamgaram
Kabhi Naramgaram
Naramgaram O Beta Ji
Dard Diya To Thoda Thoda
Khushi Bhi Thodi Thodi
Waah Re Maalik Waah Re Maalik
Dukh Aur Sukh Ki
Khub Banaayi Jodi
Are Vaah Khub Banaayi Jodi
O Beta Ji Kaa Nashaa
Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naramnaram
Kabhi Garamgaram
Kabhi Naramgaram
Naramgaram O Beta Ji
Are O Baabu Ji
Qismat Ki Hawa
Kabhi Naram Kabhi Garam
Kabhi Naramnaram
Kabhi Garamgaram
Kabhi Naramgaram
Naramgaram O Beta Ji.
Share your thoughts