Na Hai Zameen Na Aasman Song Lyrics from the movie/album Khel released in the year 2020 starring Anil Kapoor, Madhuri Dixit. The song Na Hai Zameen Na Aasman was sung by Amit Kumar, Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Rakesh Roshan. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Javed Akhtar. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Na Hai Zameen Na Aasman Lyrics

Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko
Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko
Chhodo Hansi Badal Mein Bhi
Koyi Bhala Rehata Hain
Aa Dekh Le Inn Aankho Se,
Deewana Sach Kahta Hai
Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko

Teri Iss Nagari Mein
Kaise Raste Hain Yeh
Pair Sitaaro Par Rakhkar Chalte Hain
Teri Iss Nagari Mein
Kaise Raste Hain Yeh
Pair Sitaaro Par Rakhkar Chalte Hain
Ik Taara Woh Chalta Hain Jo,
De Do Mujhe Woh Nagina
Abb Chand Hai Bindiya Teri,
Suraj Teraa Aaina
Naa Hain Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hai Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko

Pyar Ke Yeh Do Pal,
Hamko Ghere Hain Yeh
Dhundhle Ujale Hain,
Ujle Andhere Hain Yeh
Pyar Ke Yeh Do Pal,
Hamko Ghere Hain Yeh
Dhundhle Ujale Hain,
Ujle Andhere Hain Yeh
Yeh Pyar Ke Badal Ghane
Kal Ko Pighal Jaye Toh
Sun Aye Hasin Ham Woh Nahin,
Ik Din Badal Jaye Jo
Naa Hai Zameen Naa Aasman,
Laye Kaha Ho Hamko
Badal Nagar Hain Meraa Ghar,
Laya Jahan Hoon Tumko
Chhodo Hansi Badal Mein Bhi
Koyi Bhala Rahta Hai
Aa Dekh Le Inn Aankho Se,
Deewana Sach Kahta Hai.

Share your thoughts

Sadhana sargam, Sadhana sargam songs, Amit kumar sadhana sargam songs, Na hai zameen na aasman, Na hai zameen na aasman with lyrics, Kumar sanu sadhana sargam songs, Teri hai zameen tera aasmaan lyrics, Amit kumar, Kumar sanu, Teri hai zameen tera aasmaan, Ladki haseen ho to ladka naujawan ho with lyrics, Teri hai zameen tera aasmaan song, Aasman tak ja pahuchegi with lyrics, Sadhna sargam, Amit kumar songs, Sadhna sargam songs, Pighalta aasman