Mujhe Bhi Maut Ka Paigham Song Lyrics from the movie/album Lutera released in the year 2013 starring Nasir Khan, Jabben Jalil. The song Mujhe Bhi Maut Ka Paigham was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ravindra Dave. The music was given by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). The lyrics were Penned by Rajendra Krishan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mujhe Bhi Maut Ka Paigham Lyrics

Unke Samne Jab
Lut Gaya Jaha Mera
Ab Raha Hai Kon Mera
Mujhe Bhi Maut Ka Paigham
Aa Jaye To Achha Ho
Mujhe Bhi Maut Ka Paigahm
Aa Jaye To Achha Ho
Hamesha Ke Liye Aaram
Aa Jaye To Achha Ho

Tumhare Sath Jine Ki
Tamana Thi Huyi Rukhsat
Tumhare Sath Jine Ki
Tamana Thi Huyi Rukhsat
Agar Ab Zindagi Ki Sham
Aa Jaye To Achha Ho
Mujhe Bhi Maut Ka Paigham
Aa Jaye To Achha Ho

Mubarak Ho Tujhe To
Ab Khushi Ke Zam Aye Duniya
Mubarak Ho Tujhe To
Ab Khushi Ke Zam Aye Duniya
Labo Ko Zahar Ka Ek Zam
Aa Jaye To Achha Ho
Labo Ko Zahar Ka Ek Zam
Aa Jaye To Achha Ho
Mujhe Bhi Maut Ka Paihgam
Aa Jaye To Achha Ho.

Share your thoughts

Jabben jalil, Nasir khan, Lutera (1955), Begum para, Movies, Bollywood