Manzoore Nazar Lyrics | Saaj Bhatt, Srishti Bhandari

Manzoore Nazar Lyrics | Saaj Bhatt, Srishti Bhandari

Ek akela yaar mera tu
Iklauta pyar mera tu
Tujhe dekh ke
Dil bekaabu ho gaya

Ek tera saath hi hona
Tu lagda sab toh sohna
Na jaanu kaisa jaadu ho gaya

Dil na koyi farmaish kare
Dil na koyi aazmaish kare
Jabse tera deedar ho gaya

Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

Ho woh kehnda mainu pyar karda ae
Ho haaye ni meri utte marda ae
Ab shauk na mehfilon ka
Maine khud ko sab se roka
Kuchh fark sa jeene mein ab ho gaya

Dil na koyi farmaish kare
Dil na koyi aazmaish kare
Jab se tera deedar ho gaya

Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya

Ek akela yaar mera tu
Iklauta pyar mera tu
Tujhe dekh ke
Dil bekaabu ho gaya

Ek tera saath hi hona
Tu lagda sab toh sohna
Na jaanu kaisa jaadu ho gaya

Dil na koyi farmaish kare
Dil na koyi aazmaish kare
Jabse tera deedar ho gaya

Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya ek tu
Manzoore nazar manzoore nazar
Manzoore nazar ho gaya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *