Mai Aaya Hu Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare Song Lyrics released in the year 2024. The song Mai Aaya Hu Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare was sung by Mukesh Kumar. The music was given by Anand-Milind. The lyrics were Penned by Mukesh Kumar. The music rights for song purely belongs to Mukesh Kumar Meena

Mai Aaya Hu Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare Lyrics

Prathme Gauraji Ko Vandana Dvitiy Aadi Ganesh
O Tritiy Sumirun Maa Sharda Mere Kaaraj Karo Hamesh

Pehle Kise Manaiye Aur Kiska Lijiye Naam
Maat Pita Guru Apna Sakal Purush Ka Naam

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganraj Gajanan Pyaare
Meri Naiya Padi Hai Kinare O Vighn Vinashan Haare

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganraj Gajanan Pyaare
Main Aaya Hoon Tere Dware Ganraj Gajanan Pyaare
Meri Naiya Padi Hai Kinare O Vighn Vinashan Haare
Mujhe Kaun Sambhaale Meri Laaj Bachaale Mere Man Mohiya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya

Pratham Manau Main Tumhe Gauri Putra Ganesh
Dushton Ka Karte Daman Kaato Kathin Klesh
Roop Chaturbhuj Hai Tera Moorat Badi Vishal Hai
Moose Pe Aswaar Ho Badi Niraali Chaal Hai

Roop Chaturbhuj Hai Tera Moorat Badi Vishal Hai
Moose Pe Aswaar Ho Badi Niraali Chaal Hai
Riddhi Siddhi Seva Kare Yogijan Tera Dhyaan Dhare
Bhakton Ka Uddhar Kare Bhavsagar Se Paar Kare
Mujhe Kaun Sambhaale Meri Laaj Bachaale Mere Man Mohiya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya

Shivmandal Ganraj Ka Gaata Hardam Geet Hai
Iccha Poori Ho Rahi Hoti Sada Hi Jeet Hai
Shivmandal Ganraj Ka Gaata Hardam Geet Hai
Iccha Poori Ho Rahi Hoti Sada Hi Jeet Hai

Jeevan Mein Jo Chain Hai Ganpati Ji Ki Den Hai
Apna Banaya Hai Tujhe Khushi Se Chamke Nain Hain
Mujhe Kaun Sambhaale Meri Laaj Bachaale Mere Man Mohiya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganraj Gajanan Pyaare
Meri Naiya Padi Hai Kinare O Vighn Vinashan Haare
Mujhe Kaun Sambhaale Meri Laaj Bachaale Mere Man Mohiya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya
Tera Bas Dhyaan Kiya Gajanan Naam Liya

Share your thoughts

Mukesh kumar meena bhajan, Main aaya hoon tere dware ganraj gajanan pyare, Mukesh kumar bhajan 2023, Mukesh kumar meena, Mai aaya hun tere dware ganraj gajanan payare, Gajanan ganpati deen dayal aarti lyrics, Gajanan ganpati deen dayal lyrics, Mere ladle ganesh pyare pyare, Gajanan maharaj arti, Ganadheesh gajanan deen dayal, Ganadhish gajanan din dayal aarti, Sab devo ne phool barsaye maharaj gajanan aaye, Ganadhish gajanan din dayal, Karo tum daya mere ganraj