Maa Diwana Jag Hai Tera Song Lyrics released in the year 2024. The song Maa Diwana Jag Hai Tera was sung by Bali Thakare, Riza Khan. The music was given by Ajaz Khan. The lyrics were Penned by Ashok Jharia Shafaq. The music rights for song purely belongs to Bhakti Mala

Maa Diwana Jag Hai Tera Lyrics

Mushkilat Mein Jo Aah Kabhi Nikalti Hai
Gila Nahi Ke Mukhalif Hawaayein Chalti Hai
Maa Ke Kadmon Mein Jab Bhi Sar Ko Rakha Hai
Duaon Se Maa Ki Hazaaron Balaayein Talti Hai

Pyaar Wafaa Ki Surat Hai Tu Mamta Ki Maa Moorat Hai
Pyaar Wafaa Ki Surat Hai Tu Mamta Ki Maa Moorat Hai
Jisne Jo Maanga Woh Diya Hai Daaman Tune Sabka Bhara Hai
Jisne Jo Maanga Woh Diya Hai Daaman Tune Sabka Bhara Hai

Mera Bhi Bhar Jaana Maa
Mera Bhi Bhar Jaana Maa
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera

Sabke Dukhon Ko Harne Wali Sherawali Hai Mahakali
Sabke Dukhon Ko Harne Wali Sherawali Hai Mahakali
Hey Maa Tumhari Duniya Deewani Tumsa Nahi Koi Jag Mein Saani

Sab Ne Tujko Maana Maa
Sab Ne Tujko Maana Maa
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera

Mushkil Ab Aasaan Kar Do Humri Naiya Paar Laga Do
Mushkil Ab Aasaan Kar Do Humri Naiya Paar Laga Do
Chahe Zamaana Ho Harjaayi Hum Toh Hain Tere Shaidaayi

Yeh Hai Sapath Ka Taraana Maa
Yeh Hai Sapath Ka Taraana Maa
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera

Pyaar Wafaa Ki Surat Hai Tu Mamta Ki Mamta Moorat Hai
Pyaar Wafaa Ki Surat Hai Tu Mamta Ki Mamta Moorat Hai
Jisne Jo Maanga Woh Diya Hai Daaman Tune Sabka Bhara Hai
Jisne Jo Maanga Woh Diya Hai Daaman Tune Sabka Bhara Hai

Mera Bhi Bhar Dena Maa
Mera Bhi Bhar Dena Maa
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera

Sherawaliye Pahaadawaliye
Mehrawaliye Jotawaliye
Shakti Saaliye Maldawaliye

Deewana Tera Deewana
Deewana Tera Deewana

Deewana Deewana Tera Deewana
Deewana Tera Deewana
Deewana Deewana Tera
Deewana Deewana Tera

Tera Deewana Tera Deewana Tera Deewana Tera Maa
Tera Deewana Tera Deewana Tera Deewana Tera Maa

Deewana Deewana Deewana
Deewana Deewana Deewana Jag Hai Tera
Deewana Deewana Deewana Jag Hai Tera

Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera
Deewana Jag Hai Tera
Deewana Maa Jag Hai Tera

Share your thoughts

Bali thakare, Diwana jag hai tera, Mohan sundrani, Riza khan & bali thakare, Bali thakare maa deewana jag hai tera, Riza khan and bali thakare song, Bali thakare and riza khan song, #maadiwanajaghaitera diwana jag hai tera, Khali daman tune bhar diya, Diwana ma jag hai tera song, Bali thakare bhakti song, Bali thakare song, Shiv chalisa with lyrics, Bali thakre |, Tali baja lena | bali thakre, Neeraj verma, Bali thakre riza khan, Riza khan - bali thakre