–male–
Kya Yehi Pyaar Hai
–female–
Haan Yehi Pyaar Hai
–male–
O, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
–female–
Kya Yehi Pyaar Hai
–male–
Haan Haan, Haan Yehi Pyaar Hai
–female–
O, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
–male–
Haan Yehi Pyaar Hai
Pehle Main Samjha Kuch Aur Vaje In Baaton Ki
Lekin Ab Jaana Kahan Neend Gayi Meri Raaton Ki
–female–
Jaagti Rehti Hoon Main Bhi, Chaand Nikalta Nahin, Oh
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai, Bolo, Bolo Na
–male–
Haan Yehi Pyaar Hai
–female–
Kaise Bhooloongi, Tu Yaad Hamesha Aayega
Tere Jaane Se Jeena Mushkil Ho Jaayega
–male–
Ab Kuch Bhi, Ho, Dil Pe Koi Zor To Chalta Nahin
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
–female–
Haan, Haan Yehi Pyaar Hai
–male–
Jaise Phoolon Ke Mausam Mein Yeh Dil Khilte Hai
Premi Aise Hi Kya Patjhad Mein Bhi Milte Hain
–female–
Rut Badle, Duniya Badle, Pyaar Badalta Nahin, Ho
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
–male–
Haan Yehi Pyaar Hai
–both–
O, Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin
Waqt Guzarta Nahin
–female–
Mm Hm Hm Hm Hm Hm
–male–
Haan, Haan Haan, Haan Yehi Pyaar Hai
–female–
Kya Yehi Pyaar Hai
–male–
Haan Yehi Pyaar Hai
Kya Yehi Pyaar Hai Song Lyrics from the movie/album Rocky. The song Kya Yehi Pyaar Hai was sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Share your thoughts