Mere pyar me mere intzar me sach sach kaho tumne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Mere pyar me mere intzar me sach sach kaho dil ne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Sar pe mere hath rakh tu mujhko bata ek baat
Kaise kate tere din
Kaise kati teri raat
Kuchh main jali kuchh dil jala
Khud pe nahi koi bas chala aur batau kya saajan
Bechain dil ka main haal
Pal pal tere liye royi
Mere deedar me sajna mere pyar me sach sach kaho tumne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Jina nahi hai mujhe to nazro se ab dur hoke
Sab kuchh bhulaana hai mujhko teri mohabbat me khoke
Meri zindagi meri jaan tu
Meri bekhudi arman tu
Sun le meri janejana in dhadkano ki sada ab na juda kabhi hona
Mere ikrar me sajni mere pyar me sach sach kaho dil ne kya kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
Kabhi bhula kabhi yaad kiya
| Movie | Sapne Saajan Ke |
| Singer | Alka Yagnik, Mukul Agrawal |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Jackie Shroff, Rahul Roy, Karisma Kapoor, Aruna Irani, Reema Lagoo, Alok Nath, Dimple Kapadia, Gulshan Grover, Brahmachari, Dinesh Hingoo, Mushtaq Merchant, Shobha Khote |

