Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi
Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi
Jai Jagannath Se Goonja Aasma
Use Charo Dhaam Ka Punya Mila
Use Charo Dhaam Ka Punya Mila
Jo Kar Le Purn Teri Parikrama
Mann Mein Mirdang Baje
Vaikunth Mein Sankh Baje
Mandir Hai Jhoom Raha
Ambar Se Khushiyaan Barsi
Mila Tabhi Punya Hue Sabhi Dhanya
Aakar Teri Sharno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Parikrama Path Par Jo Bhi Chala
Dwaar Khula Har Dwaar Khula
Jagannath Jee Ki Jispe Kripa
Kaal Bhi Kya Kar Lega Bhala
Parikrama Path Par Jo Bhi Chala
Dwaar Khula Har Dwaar Khula
Jagannath Jee Ki Jispe Kripa
Kaal Bhi Kya Kar Lega Bhala
Baansuri Bhi Sang Baje
Baikunth Mein Sankh Baje
Mandir Hai Jhoom Raha
Ambar Se Khushiyaan Barasi
Na Aadi Ant Jeevan Ananat Paye
Sab Sharno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Hey Nath Mere Jagat Ke Swami
Aaye Hain Tere Dware
Bhagya Uday Ho Jug Mein Jay Ho
Naam Jo Tera Pukare
Khudko Jo Arpan Karde
Samarpan Vardan Pa Liya
Janmo Janam Se Tarsi Thi
Ankhiya Tune Darshan Diya
Jaikaar Teri Jo Gaata
Aur Parikrama Hai Lagata
Jaikaar Teri Jo Gaata
Aur Parikrama Hai Lagata
Mile Tabhi Punya Hue Sabhi Dhanya Aakar
Teri Sharno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Hume Rahna Aapke Charno Mein
Jai Jagannath Song Lyrics released in the year 2024. The song Jai Jagannath was sung by Jubin Nautiyal. The music was given by Prem Anand. The lyrics were Penned by Kaushal Kishore. The music rights for song purely belongs to Jubin Nautiyal
Share your thoughts