Jaam- O- Meena Chhalkao Song Lyrics from the movie/album Shukriya released in the year 2014 starring Pamela Singh. The song Jaam- O- Meena Chhalkao was sung by Pamela Singh. The music was given by Pamela Singh. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Jaam- O- Meena Chhalkao Lyrics

Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do
Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do
Dilwale Mill Baithe Hain
Dilwale Mill Baithe Hain
Doar Ghazal Ka Chalane Do
Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do

Is Nafrat Ki Duniya Mein
Pyaar Ka Ghar Hain Maikhana
Is Nafrat Ki Duniya Mein
Pyaar Ka Ghar Hain Maikhana
Ye Ghar Bas Aabad Rahe
Ye Ghar Bas Aabad Rahe
Sheher Jale To Jalne Do
Dilwale Mill Baithe Hain
Dilwale Mill Baithe Hain
Doar Ghazal Ka Chalane Do
Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do

Aag Hain Jinke Seene Mein
Aag Se Aag Bujaate Hain
Aag Hain Jinke Seene Mein
Aag Se Aag Bujaate Hain
Mat Roko Deewano Ko
Mat Roko Deewano Ko
Peekar Jaam Behelne Do
Dilwale Mill Baithe Hain
Dilwale Mill Baithe Hain
Doar Ghazal Ka Chalane Do
Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do

Mai Ka Goont To Sooraj Hain
Rooh Ko Roshan Karta Hain
Mai Ka Goont To Sooraj Hain
Rooh Ko Roshan Karta Hain
Kis Ki Sunehari Kirano Se
Kis Ki Sunehari Kirano Se
Dil Jalte Hain Jalane Do
Dilwale Mill Baithe Hain
Dilwale Mill Baithe Hain
Doar Ghazal Ka Chalane Do
Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do

Raat Bahot Hi Lambee Hain
Katate Katate Katati Hain
Raat Bahot Hi Lambee Hain
Katate Katate Katati Hain
Neend Nahi Hain Aankhon Mein
Neend Nahi Hain Aankhon Mein
Humko Ab Machalne Do
Dilwale Mill Baithe Hain
Dilwale Mill Baithe Hain
Doar Ghazal Ka Chalane Do
Jaam- O- Meena Chhalkao
Shab Masti Se Dhalane Do.

Share your thoughts

Pamela singh, Pamela singh shukriya shukriya shukriya, Pamela singh bhajan pooja sooni jamuna, Jaam- o- meena chhalkao, Shukriya, Rishi kapoor & neetu singh, Apka shukriya, Aa gaye yaaron jeene ke din - phir wohi raat (1980) - rafi, Raaz- e- dil, Duniya meri jeb mein, Apni deewangi ko aam kiya, Jeet hamaari, Mizaaj uska abhi samjha nahin hai, Ram ka naam sumir, Har pal ghamon ki aag, Itna qareeb aakar, Chand kisi din poochh na baithe