Hai Mere Shyam Tu Jo Rutha Mar Hi Jaungi Song Lyrics from the movie/album Yuki Music released in the year 2020 starring Asha Kumawat. The song Hai Mere Shyam Tu Jo Rutha Mar Hi Jaungi was sung by Asha Kumawat. The music was given by Sangam Studio. The lyrics were Penned by Asha Kumawat. The music rights for song purely belongs to Yuki Music
Hai Mere Shyam Tu Jo Rutha Mar Hi Jaungi Lyrics
Mujhko apno ne loota gham ki main satai hooon
Duniya se hari shyam dar pe tere aai hooon
Mujhko apno ne loota gham ki main satai hooon
Duniya se hari shyam dar pe tere aai hooon
Is ujde chaman mein phool khilayega kaun
Is ujde chaman mein phool khilayega kaun
Gar tu bhi thukrayega gar tu bhi thukrayega to gale lagayega kaun
He shyam ab sirf tum par hi bharosa hai
He shyam ab sirf tum par hi bharosa hai
Tum ne bhi na apanaya to hume apana banayega kaun
Mujhko apno ne loota gham ki main satai hooon
Duniya se hari shyam dar pe tere aai hooon
Tumne thukraya to tumne thukraya to chokath pe pran de de dungi
Tumne thukraya to chokath pe pran de de dungi
Hai mere shyam tu jo rutha mar hi jaungi
Chhod ke main juthi duniya saran mein teri aai hooon
Hale dil kanhaiya meri tumko ab sunati hooon
Chhod ke main juthi duniya saran mein teri aai hooon
Hale dil kanhaiya meri tumko ab sunati hooon
Aankho ki chamak palko ki shan ho tum
Aankho ki chamak palko ki shan ho tum
Chehre ki hansi labon ki muskan ho tum
Dhadkta hai dil dhadkta hai dil bas shyam tumhari aarzoo mein
Dhadkta hai dil bas shyam tumhari aarzoo mein
Phir kaise na kahu shyam meri jaan ho tum
Chhod ke main juthi duniya saran mein teri aai hooon
Hale dil kanhaiya meri tumko ab sunati hooon
Dil ki padh le dil ki padh le shyam likha sab nigahon mein
Dil ki padh le shyam likha sab nigahon mein
Hai mere shyam tu jo rutha mar hi jaungi
Duniya ne mare tane bole mujhko pagli hai
Shyam ki deewani aasha teri mala japti hai
Duniya ne mare tane bole mujhko pagli hai
Shyam ki deewani aasha teri mala japti hai
Hai shyam tu kahi bhi rahe hai shyam tu kahi bhi rahe
Is dil mein hamesha tu hi hoga
Mere hothon ki lakiro par shyam tera hi naam hoga
Hai shyam mujhko apna bana ya na bana mujhko apna bana ya na bana
Mera ye mann hamesha tera hi gulam hoga
Duniya ne mare tane bole mujhko pagli hai
Shyam ki deewani aasha teri mala japti hai
Tu jo na aaya to tu jo na aaya to dam aaj tod jaungi
Tu jo na aaya to dam aaj tod jaungi
Hai mere shyam tu jo rutha mar hi jaungi
Hai mere shyam tu jo rutha mar hi jaungi
Hai mere shyam tu jo rutha mar hi jaungi.
Share your thoughts