Hai Dil Mein Milan Ki Aas Song Lyrics from the movie/album Bindiya released in the year 2015 starring Shekhar, Sulochana. The song Hai Dil Mein Milan Ki Aas was sung by Talat Mahmood. This movie/album was directed by Shamim Bhagat. The music was given by Snehal Bhatkar. The lyrics were Penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). The music rights for song purely belongs to Saregama

Hai Dil Mein Milan Ki Aas Lyrics

Door Se Kisi Ki
Aawaaz Aa Rahi Hai
Manzil Teri Musaafir
Tujhko Bula Rahi Hai

Hai Dil Mein Milan Ki Aas
Hai Dil Mein Milan Ki Aas
To Manzil Aa Jaayegi Paas
Musaafir
Musaafir Hansta Gaata Chal
Musaafir Hansta Gaata Chal
Hai Dil Mein Milan Ki Aas
Hai Dil Mein Milan Ki Aas

Ye Jhumke Chaand Sitaaron Ke
Ye Jhumke Chaand Sitaaron Ke
Ye Sundar Phool Bahaaron Ke
Ye Sundar Phool Bahaaron Ke
Inhen Bhi Le Chal Apne Saath
Inhen Bhi Le Chal Apne Saath
Ye Nanhi Kaliyon Ki Saugaat
Ye Nanhi Kaliyon Ki Saugaat
Gale Ka Haar Banaata Chal
Gale Ka Haar Banaata Chal
Hai Dil Mein Milan Ki Aas
Hai Dil Mein Milan Ki Aas

Ye Jharna Gun Gun Gaata Hai
Sandesh Kisi Ka Laata Hai
Ye Jharna Gun Gun Gaata Hai
Sandesh Kisi Ka Laata Hai
Karle Isse Bhi Do Baat
Karle Isse Bhi Do Baat
Rahegi Yaad Hamen Ye Raat
Rahegi Yaad Hamen Ye Raat
Khushi Ke Geet Sunaata Chal
Khushi Ke Geet Sunaata Chal
Hai Dil Mein Milan Ki Aas
Hai Dil Mein Milan Ki Aas

Le Khatm Hai Doori Manzil Ki
Le Khatm Hai Doori Manzil Ki
Le Khatm Hai Doori Manzil Ki
Do Chaar Qadam Hain Aur Abhi
Do Chaar Qadam Hain Aur Abhi
Teri Aankhon Ka Wo Noor
Teri Aankhon Ka Wo Noor
Nahin Ab Teri Nazar Se Door
Nahin Ab Teri Nazar Se Door
Zara Aawaaz Lagaata Chal
Zara Aawaaz Lagaata Chal
Zara Aawaaz Lagaata Chal.

Share your thoughts

Talat mahmood, Snehal bhatkar, Jayenge kya din talat mahmood film swami vivekanand, Shankar, Mahmood, Talat, Bindiya, Talat mehmood, Mehmood, Hai dil mein milan ki aas, Cham cham chamke bindiya, Alat mahmood pehli shadi (1953) robin chatterjee / kaif irfani, Senhal bhatkar, Shankar jaikishan, Best of shankar jaikishan, India, Bhatkar, Vg bhatkar, Shekhar, Snehal, Milan, Bindya, Kanhaiya lal, Raat chandni saath tumhara asha bhonsle, Talatmehmood, Talatmahmood