Guzra Hua Zamana, Aata Nahin Dubara Song Lyrics from the movie/album Shirin Farhaad. The song Guzra Hua Zamana, Aata Nahin Dubara was sung by Lata Mangeshkar

Guzra Hua Zamana, Aata Nahin Dubara Lyrics

Guzra Hua Zamana, Aata Nahin Dubara
Hafiz Khuda Tumhara

Khushiyaan Thi Chaar Din Ki Aansoo Hain Umr Bhar Ke
Tanhaiyon Mein Aqsar Royenge Yaad Kar Ke
Vo Waqt Jo Ki Hamne Ik Saath Hai Guzaara
Hafiz Khuda Tumhara…

Meri Qasam Hai Mujhko Tum Bewafa Na Kehna
Majboor Thi Mohabbat Sab Kuchh Pada Hai Sehna
Toota Hai Zindagi Ka Ab Aakhri Sahara
Hafiz Khuda Tumhara…

Mere Liye Sehar Bhi Aayi Hai Raat Ban Kar
Nikla Mera Janaza Meri Baraat Ban Kar
Achha Hua Jo Tumne Dekha Na Ye Nazaara
Hafiz Khuda Tumhara…

Share your thoughts

Guzra hua zamana aata nahin dobara, Guzra hua zamana aata nahin dobara hafiz khuda tumhara, Gujara hua zamana aata nahi dobara karaoke with lyrics, Guzra hua zamana aata nahin dobara & haaye jiya roye lata mangeshkar, Gujra hua zamana aata nahin dobara hafiz khuda tumhara, Guzra hua zamana aata nahin, Guzra hua zamana lyrics with english translation, Guzura hua zamana aata nahi dubaara, Lata mangeshkar, Guzra hua zamana lyrics, Shirin farhad