Fasle Bahar Kya Kahu Song Lyrics from the movie/album Dilruba released in the year 2015. The song Fasle Bahar Kya Kahu was sung by Penaz Masani. The music was given by Penaz Masani. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Fasle Bahar Kya Kahu Lyrics

Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi
Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi
Pehle Mehak Gaya Phir
Jaise Jaan Nikal Gayi
Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi

Apni Wafa Dastan Chhedi
Na Hamne Har Kahi
Apni Wafa Dastan Chhedi
Na Hamne Har Kahi
Puchha To Muskura Diye
Aur Yuhi Baat Tal Gayi
Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi

Main Shama Hun Pyaar Ki
Mera Naseeb Hai Yahi
Main Shama Hun Pyaar Ki
Mera Naseeb Hai Yahi
Palbhar Mein Jaise Bujh Gayi
Plabhar Mein Jaise Jal Gayi
Palbhar Mein Jaise Bujh Gayi
Plabhar Mein Jaise Jal Gayi
Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi

Tere Karam Ka Yeh Asar
Ham Pe Hua Aye Hamsafar
Tere Karam Ka Yeh Asar
Ham Pe Hua Aye Hamsafar
Gham To Khushi Na Ban Saka
Hame Khushi Bhi Thal Gayi
Gham To Khushi Na Ban Saka
Hame Khushi Bhi Thal Gayi
Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi

Laakho Sawal Aa Gaye
Ashq Apne Samane
Laakho Sawal Aa Gaye
Ashq Apne Samane
Koi Saloni Aarzoo
Jab Bhi Kabhi Machal Gayi
Koi Saloni Aarzoo
Jab Bhi Kabhi Machal Gayi
Fasle Bahar Kya
Kahu Aayi Jo Kal Gayi
Pehle Mehak Gaya Phir
Jaise Jaan Nikal Gayi
Fasle Bahar Kya Kahu.

Share your thoughts

Peenaz masani, Penaz masani dil mein, Dilruba, Fasle bahar kya kahoon, Tujhe kya sunaun main dilruba, Dard lyrics, Lyrics of dard, Nazar milake mere paas aake, He maa meri sunle sasre ki baat, Kahan they raat ko, Kya kehar hai, Haryanvi lokgeet haryanavi, Nanda romantic songs, Aankh jab bandh kiya karte hain, Haryanvi folk songs haryanavi, Haryanvi lok geet, Haryana ke lok geet, Haryana ke folk geet, Teri nigahen karam ka, Mera hussain zinda hai, Aishwarya rai bachchan